aaj bhi tujhe mai apni jan manta hu – mudassir

Hello dosto, mera name ruhan. Aur utter pradesh k ambedkar nagar ka rhne wala hu, ye baat abhi 1 march 2013 ki hai. Mai ek institute me english spoken course kr rha tha. Mera time tha 9am 10am tk. Lekin 1 march ko mai 3pm- 4pm k batch me gaya. Mai class kr rha tha tabhi teen ladkiyan aayi jor jor se baate krti hui. Teno bahut cute thi. But mai kuch khas care ni kiya aur mai padhai krne laga. Phir hamari chhutti ho gayi aur mai institute se bahar nikal aaya. Aur mai ne dekha wo ladkiya mujhe ghoor rhi thi. Phir mai ghr chala gaya. Ab mai ghr pr jakar un logo k baare me sochne laga. Unme se ek ladki mujhe bahut acchi lagi. Jiska naam mai janta ni tha. Raat ko mai phir wahi jane ka plane banaya. Aur so gaya. Subah meri mere bhai se jhagda ho gya aur meri ammi jaan ne mujhe daant diya. Jiski wajah se mai gusse me khana ni khaya aur ghar se jaane ko sochne laga , aur phir maine bombay ka ticket nikawaya. Ab teen bajne wale the. Mai institute pahucha wo teeno wahi thi. Lekin mai ghr se gussa tha isi wajah se waha pr bhi mera man disturb tha aur mai kisi se kucch bol ni rha tha. 15 minut baat maine dekha k tino mese jo mujhe acchi lagti thi wo mere samne kaan pakad kr sorry bol rhi hai. Mai hairan rh gya ki ye mujhe sorry q bol rhi hai, jb ki mai ise acchi tarha janta ni. Jb chhutti hui tb usse maine poocha sorry kis liye aapne bola. To wo kahne lagi k tum gusse me lag rhe ho is liye. Maine kaha to tum q. Wo boli mujhe laga mujhe si kucch hua ho. To mai bola are pagal mai tumhe thik se janta ni to kaise tum mujhe kucch kah ya kr sakti ho. Phir usne mujhe ek chit diya, maine jb use khola to usme likha tha.”i m sorry” mai bola ye wo kahne lagi, accha frndshp to kr sakte ho . Mai to bahut khus ho gaya.aur mai ne ha kah kr ghr chal diya. Aur mai raat bhar isi k baare me soch rha tha,aur maine soch liya kal usse i love u bolna hai,,,, age ki kahani agli baar. Plz mujhe is number pr sms karo. 9619276879

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

4 thoughts on “aaj bhi tujhe mai apni jan manta hu – mudassir”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *