“gulab ka phool ” – shani

HEllo Guys plz read.. ye kahani do premi ki hai.. female 20 or male 22 .ladka ameer tha or ladki garib thi ,un dono ka ghar amne samne tha ,ek din ek chota bccha gulab ka phool bechne aya or ladki ke ghar gya ladki ne kharidne se mana kr diya,lekin bacche ko paise ki bahut jarurt thi,ladka ye dekh rha tha ,or ladke ne 5rs die or phool le lia,ladki ne aisa dekha to ladke ki trf muskura ker ghe me chali gai,lekin ladke ne us bacche se wo phool ladki ko bhej diya,ladki bahut khush hui,aise hi ladka roj gulab ka phool ladki ko deta tha,,fir un dono ko pyaar ho gya..lekin ladki ke ghar walo ne uski shadi kar di…ladka bahut roya ..wo roj gulab ka phool kharidta tha or sab apne pass shmbhal kr rkhta tha..uske baad ek din ladki ka latter aya ki “mai tumse bahut pyar krti hu or hmesa krungi but tum mujhe ab bhool jao’ lekin kismt ko kuch or hi manjoor tha ,ladki ka jo pati tha uski ek accident me maut ho gai…kuch din gujr jane ke baad ladke ne kaha ‘main tumse ab bhi utna hi pyar krta hu jitna ki pahle’ lekin ladki apne ghar walo ke taane sun sun kar thak gai thi or kahi shadi ke lie bhi raji nhi the…ek din achanak ladki ne zahar khaker sucide kar lia…..or ladki ne ek latter us ladke ko diya tha jo phool bhechne ata tha…us ladke se ladki ne kaha tha ‘ye latter us din dena jis din mere liye phoolo ki jada jarurt ho’ to us bacche ne latter ladke ko dia ..ladke ne latter ko khola usme likha tha *Tum kal bhi mujhe sajate the or tum aaj bhi mujhe sajaoge,main kal bhi tumhari na ban saki Na ab tum kabhi mujhe bana paoyge* itna padh ke ladka ro dia..fir wo sare gulab ke phool jo usne 4 mnth tak roj apne pass rkhta tha,us sabko us ladki ke kafan ke upr daal diye or bola ‘*main kal bhi tujhe sajata tha main ab bhi tujhe sajaunga ,is janm me main apna tujhe bana na saka (par is gulab ki kasam) agle janm tujhe jarur apnaunga* so guys kaisi lgi apko ye story by _Admin of this page mr S K .kaisi lagi apko ye storyye maine dil se likhi hai..thanx for read your love.Like plz. #SK “”read more story plz cheak this page “www.facebook.com/mazgaoncha” on facebook …and page name Danger/Love/story fun …thnxx

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

3 thoughts on ““gulab ka phool ” – shani”

  1. Umeed hai yeh aapko pasand aayegi.

    The difference between a wedding and a funeral !
    (FARQ SIRF ITNA SA THA)
    Teri doli uthi,
    Meri mayyat uthi,
    Phool tujh par bhi barse,
    Phool mujh par bhi barse,
    FARQ SIRF ITNA SA THA
    Tu saj gayi,
    Mujhe sajaya gaya .
    Tu bhi ghar ko chali,
    Main bi ghar ko chala,
    FARQ SIRF ITNA SA THA
    Tu uth ke gayi,
    Mujhe uthaya gaya .
    Mehfil wahan bhi thi,
    Log yahan bhi the,
    FARQ SIRF ITNA SA THA
    Unka hasna wahan,
    Inka rona yahan.
    Qazi udhar bhi tha, Molvi idhar bhi tha,
    Do bol tere pade, Do bol mere pade,
    Tera nikah pada, Mera janaaza pada,
    FARQ SIRF ITNA SA THA
    Tujhe apnaya gaya ,
    Mujhe dafnaya gaya.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *