Duniya walo ki saza – Jai

Pyar ek khuda ka banaya pak rista insan yu apni shan ke khatir kuchal de ahsash na tha [AAKHO ME HAI GUM KE AASU OR HOTHO PAR FARIYADE HAI OR AB KYA PASS HAI HAMARE BAS EK TERI YAAD HAI] bat vasa se jab mai or meri jaan computer class attend karne institute par jate the vo mujh se anjan thi mai us se anjan tha yu uske aate hi ek khop sa lagta tha ke kahi teacher kisi baat par jhad(datna) na laga de 1 ladki ke samne sarminda na kar de ye hi my jaan ke mind me rahta aksar us roj 1 feb thi sham 6 se 8 tak hamari class rahti thi teacher us roj apne home jo ki institute se takriban 1 k.m distance par tha chale gaye jate-2 mujhe key dekar kah gaye ki institute ko lock kar mujhe jate huye lota jana us roj mousam me kohra bhi jyada tha raat jaldi kapa dene wali thand me badal gayi thi computer ke room me mai apne work me busy tha tabhi meri jaan payal ka name hai dosto uski aawaz room me gunji hallo dear jai kya kar rahe ho maine uski taraf sayad aaj pahli bar dhyan laga kar dekha vo gulabi sute or chale dar balo me ungli ghumate huye meri taraf mand-2 muskan bikherte huye dekh rahi thi mai bas usko dekhta hi rah gaya uski sundrta me etna khoya ke jab usne dusra sawal kiya ki aaj bahar thand jyada hai tab jaga to maine ha me sar hilaya fir usne apni wheel chair ko mere najdik ghumai or kaha kya aap aaj mere liye thoda kast karoge pls mujhe apne ghar tak chor aaoge kya aaj mousam me kohra jyada hai uska ghar 3 k.m dur tha jab ki mera ghar karib 5 k.m dur tha mai bike se aata tha jab ki vo padal aati thi maine us ke liye bhi sar hilaya usne next sawal kiya ke tumari koi gf hai kya maine sar hila kar jawab diya nahi etna kaha to us ne kaha mujhe banaoge apni gf meri to jaan nikal gayi ke aaj beta marega tu jarur bus thode time bad jane ka time hua maine institute ko lock kiya bike start ki usko bithaya lekar chala to uska hath me kande par tha par dhire-2 chala raha tha kohre ke karan sir ko home par key di dobara chala to uska bike par baithte hi hath meri kamar par tha mujhe bahut ajib lag raha tha dil hilore mar raha tha ki jane ab kya hoga thodi duri par jate hi usne apna hath meri jaket ki jib me dal liya or meri kamar par apne ko sata kar baith gayi bus dosto us raat ka uska pas aana or preet ho jana vo silsila yu chala ke 2 saal tak 2 tan 1 jaan the course bhi pura hua milna kam chat kam ho gayi mil kar bate ki chori chipe ke dono apni family ko batayenge usne bataya apni family ko maine bataya pita ji ko batate hi ho gayi meri poja dando chaplo or thapdo se pahle pita ji ne bad me 1st wale bhai se fir us se chote ne jad diye jaise raste ka pathar tha mann aaya vo thokar lagaye jaan ko bhi bahut mar padi jisko byan karna muskil hai dard se jakham gahra jayenge uske pita ji mere pita ji dusre roj mile unke ghar par or discus kiya ladki ki jaldi sadi kar di jaye kahi varna dono family ki badnami hogi samaj me muh dikhane layak na rahenge bas chad gaya 1 pyar or ijjat ki suli par uska rista hua us roj vo na rok payi apne aap ko or mujh se raat 2 baje park me aakar gale lag etna royi ke aaj bhi yaad karta hu us kali raat ko to ahsahaj aasu nikal aate hai uski aakho ke aasu sailab ban mujhe bhigoye ja rahe the mai butt ban bas chup khada apne aap ko kho kar butt bana raha vo rotii rahi mai mai kkuch na bol……..ummaha kuch na bol saka uske aasu mere gale me 30 se 40 min tak tapakte rahe par choro fir 2007 13 feb ko vo band gayi sadi ke jode me mai hatash nirash hara hua lachar bebas raha krta kya vo mili thi sadi se 3 din pahle uske aakho ki lalima se andaja tha ke vo roj raat sone me kam or rone me jyada thi us ne jo ki uski choti bahan sath thi se vinti ki didi 2 min jai se bate kar lene do market me hi vo jamane se bagar dare gale lagi or kaha aasu gir pade aaj jai ki or payal ki aakho se boli dear tera mera sath etna tha agle janam mai tumhe es samaj ki duniya se hath kar milungi apna khayal rakhna or gharwale ke kahne par sadi kar lena mai teri na pahle ban saki na ab ban sakti na kabhi banugi hamara last mulakat hai bus vo chal padi mujh se mud kar mai khada raha waha usko jata dekh mujhe dekhegi mujhe palat kar par uska hath ka rumal ja raha tha uski aakho ki taraf par palat kar na dekha dosto kisne banaya samaj ki mari jaan ne aaj tak mujhe palat kar na dekha hai mujhe intjar hai aaj bhi uske palatne ka par samaj ke pallu me vo asse chipi mujhe najar nahi aa rahi hai kyo meri aakho ko aaj bhi uske aane ka intjar hai kyo mujh se khafa hai kyo mai usi jagaha par jakar ruk jata hu ke sayad vo najar aaye or mujhe palat kar dekhe kyo kyo kyo na jane kitne kyo ka jawab es duniya se jan na chahta hu par jaan payal tum jaha bhi ho khus raho miss you jaan misss…s,s..s you dear paya

 

 

Submit Your Story

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

3 thoughts on “Duniya walo ki saza – Jai”

  1. shaifali sharma

    it’s real love……

    humara culture kitna hi aage badh jaye lekun is soch se kbhi aage nhi badh sakta ki….samaj se pehle hum insaan h…..or ye samaj hum insaano ne hi banaya….q nhi sochte h….

    dear i wish ki aap bhut jald aapne aap ko sambhal kr aage badhne ki koshish karenge….

  2. dear…it’s really your true love……aur m ye to nahi kehti ki use bhul jao bt use ek yaad bnakar apne pass rakho…sayad apko usse b jyada pyaar karne wala mile…..i will pray for you.

  3. yr family ki iss soch ki wajah se main v barbaad ho chuka hu aur aaja ghar me koi v chij mangne se pahle mil jati hai taki main bigru na par mujhe to sirf kiran chahiya par sayad ab uski yaado ji rha hu aur aage v jina parega aur dost isika naam zindagi hai. All the best

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *