Love story in college

Bittu ki love story – Bittu Michale

mera naam bittu hai mai class 10th m study kar raha hu.ya baat 3 april 2017 ki hai.m summer vacation ma patna study karna gya tha pahli class ma hi mujha ussasa pyar ho gya.wo baar baar meri taraf dekthi thi par mujha nhi.mai har din break ma baath ka ussa dektha rahata tha.pura one month pura hogya tha.meri us class ma ek friend bhi padthi thi jo ki usi k saath hostle ma rehti thi.maina ussasa kaha ki mujha uss ladki sa baat krna hai.us raat maina usssasa pehli baar baat ki aur maina usa propose kar diya par usna mana kar diya par hum dono friend ban gya.aur phir har din baat krna lga.2 month wo waha sa jaana lgi.maina poocha yaad aayagi meri usna kha bahut.phir wo aapna school chli gyi aur ma bhi.ma ussa bahut yaad karta tha phir 3 month baad wo jab durga puja ka holiday ma aapna ghar aayi maina ussa phone kiya wo basabri sa mera phone ka intanjaar kar rhi thi.ussana phone uttahaya aur kha mujha tumahari bahut yaad aati thi phir humna ek month baat kiya aur phir sa wo aapna school chli gyi mera paas schol ma phone tha par uska paas nhi tha wo school ka cantine k cantine k paas se mera paas phne krti thi.phir kuch dino baad usna mujha indirectly mujha propose kiya aur mujha paata bhi nhi chhala aaj 6 feburary 2018 ko ma phirsa usa call karunga pta nhi ussasa baat hogiki nhi……………………….story aabhi baaki hai mera Dost

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

3 thoughts on “Bittu ki love story – Bittu Michale”

  1. Hi this is very good Sayari and I am send to this Sayari my girl friend to inspired .After this she is like me most .I wish you keep writing continue

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *