💘 Discover a Heartfelt Story: Incredible Love❤️- Beginning - RK

rang the , noor tha , jb kareeb tu tha – creazy roop

Hi frnds …I hope u all r fine …..frnds yeah poem hmne khud write ki hai..kisi k dard ko mehsos krke yeh poem write ki hmne ……

Waqt mera thma gya WO ,
Dil ko mere rula gya WO …
Mere dard  ko smjne wala ,
Mere dard ko tukra gya WO ,

Seene se jise chahte
The lagana
Maut k gle LGA gya WO ,
Itna pyar tha usse
Pyar ka namo Nishan.
Mita gya WO ,

Khud hsker
Mujhe rula gya WO ..

Dil be  kha tha usse
K ruk jao
Bahut hai tere
Jaise khkar
Mere sachhe pyar.
Ko bhula gya WO

Na Jane kya kmi
Thi mere pyar me
Dekar mujhe itna
Dard
Na Jane kyu.
Muskura gya WO ?
,    kyu muskura gya
WO ??

I hope frnds k aaoko meri choti c poem achi lgi hogi ….
Bye frnds and take care ….. .

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

40 thoughts on “rang the , noor tha , jb kareeb tu tha – creazy roop”

  1. Toh ye seen h miss apki life ka….
    Aap writer v h 🙂
    Bahut acha likha h mujhe apka ye andaz bahut psnd aaya….
    Mujhe apki love story toh nahi pta par
    Dard dikh rha h 🙁
    Mne apse apke baare mai itni baar pucha lekin aap toh btana hi nahi chahte :-/
    Chalo koi baat nhi god bless u roop….

  2. Nice poem………sch me bht drd h is poem me pr kher jo hua so hua bhul jao or khush rha kro god bless u roop.

  3. Hi frnds……..
    How r u ?,
    & thnxx merit choti see poem ko like krne k liye….
    And prince ji aap gyem .dekha his cheez ka nasha ek baar lg jaye wo wapas jldi nhi jata & prince ji yeh hmari love story nhi…bs kisi k drd ko mehsos kiya hmne or poem write kii
    ☺☺☺

  4. Agr ye dard kisi or ka h toh ap bahut ache writer ho…..
    Lekin mujhe ehsaas ho rha h ye apka h…..
    Mai is year exam mai fail ho gya bcz of this love site… 🙁
    Or roop tum gayab kaha rehte ho???

  5. O! So sad but aap repair acche se kRNA ..☺
    But aapko aisa kyublgta h k yeh drd mera hi hai??
    Prince hm busy ho jate h beech me hi but jb b time milta reply kr dete h ….is liye sorry AGR reply late se mila aapko toh

  6. Nice poem roop. With lots of feeling. Kaise likh lete ho etne feelings ke sath mujhse without feelings wali poem bhi nahi likhi jati hai?????

  7. thank you sneha or crazy roop ager aapko pasand ayi toh aap mera page bhi dekh skte ho google plus pr Tanha dil a dil a lonley heart by aakansha bhardwaj

  8. Kyun hum tere yado mein khoye nazar ate hai
    kyun tere nisan hum mein mojad nazar aate hai
    sath to hum kabhi chale hi nahi the
    toh phir kyun tere kadmo k nisan sath nazar aate hai
    guzzar chuka hai tu waqt k sath phir bhi na jane kyun
    us mein kud ko thare hu nazar ate hai
    kyun tere yado k karwa liya hum jete hui kud nazar pate hai
    gujar rha hai waqt bdal rha hai mossam phir b na jane kyun
    hum usi mossam m nazar kud ko pate hai
    badla gya hai tu badal gyi hun main na jane kyun phir
    bhi logo ko muje mein tere mohbhat k rang nazar ate hai
    phen liya hai ek jhuti muskan ka mukuhta humne, phir bhi na jane kyun
    logo ko mere ankho mere tere aashkh nazar ate hai
    aaj jb dekha piche mod kr kud ko toh tere yado mein khoye hua paya hai ,mohbhat jo ki tum se us mohbhat ki sja pate nazar aya hai,
    hai kuch nahi ab mere pass khene ko tum se phir bhi na jane kyun
    tuj se kuch sun ne ko tere intzar mein baithe nazar ate hai
    aaj bhi hum tere yado mein khoye nazar ate hai

  9. Lakshay hmne aapka wo page read kiya..u know aap kujh baaton se bilkul hmare jaise ho…but aap plz hme btao un k piche reason kya hai. Hme b jjana hai dear. Plz tell me ….
    Ek confusion h hme …u r girl na ??
    Reply kr dena aap ..I’m waiting…

  10. yes i am girl reason kuch ni hai and thanks creazy roop mere page dekhne k liye acha ek or poem hai btana kaisi lgi

    nay log naya fasna naya zamana mila tha
    humko zindagi jeeni ka ek bhana mila tha
    dekha tha jb phele bar use tb ajnbai mein apna pan lga tha
    baato mein uski khone ka man hua tha
    jb atha tha wo pass mere toh badti dharkane ka asas hua tha
    unhi badti dharkano mein naam sunai uska pda tha
    anjan tha wo mere mohbhat se
    anjan thi main b uski mohbhat se
    per phir bhi ankho se bato ka silsila suru ho chla tha
    na jaane kis morh pr aker hath usne thama tha
    le jane mohbhat ki duniya mein wo pass mere aya tha
    suru hua tha jo ankho se mohbhat ka safar ab humsafar ban chuka tha
    sath chal rahe the dono jase sadiyo ka natha juda tha
    ek raat asi ayi jha dur wo ja chuka tha chor hath mera kisi or k hath hath wo apna thma chuka tha
    the mere ankho mein anshu ki mele wo un se apna dil bhala rha tha
    rokna chah jab use bhut dur wo ja chuka tha

  11. sach mein achi lgi mere poem ya ase bol re ho creazy roop.but phir b thanks
    rajver ki khani ki poem read kro aap

  12. Kya bthau lakshay is poem ka, shbd h nhi nklrh h, dil touch krdya, bhth bhth bhth bhth bhth achchchaa lga, meine poem adhe pdthe hi dairi me likh dya, yr ap ek achi wrtr h. Waaoo sprb, bhth blna h pm k lkr pr shbd h nhi h. Gd blss both roop&lakshya.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *