Hiii friends..i’m Reshma…
mai apko ek sachi aur hakikat se puri kahani batana chahti hun….
ye kahani 2010 se suru hue..jab mere kahani ki hero matlab Rehman apni dost ke sath engeenering ki padhai khatam karke job dhundne mai lage the..
uss time wo apne dost ke sath ajad panchi ki jindegi nibha rahe the..wo apne dostoin ko bahut pyar karte the..specially unki ek dost tha kabir jo unke liye unki jaan tha…
Ek din aisa mod aya jo dostoin ko alag kardiya..kyoin ki wo alag alag jagah pe job karne lage aur un logoin ko bat karne ke liye time na mila..aur Rehman ko bhi achha jagah pe job milgayi bo bhi apne neya job pe bahut khus tha..per uske takdir mai kuchh aur hi likha tha..
Rehman ki office mai ek new ladki appoint hui..(jo mere kahani ki heroin hai)uska nam sanjna hai..sanjna bahut khoobsurat thi..issiliye jab Rehman ne usko dekha to dekhta hi rehgaya..usne sanjna se friendship karne ko socha…
Ek din office mai function tha aur uss din sanjna ne pehli bar saree pehni thi..to aur bhi awesome lagrahe the..to Rehman ne uss din pehli bar us se bat ki..aur friendship bhi..dhire dhire un dono ki bat friendship se jyada hone lagi..dono ko pyar hone laga..aur iska ehsas dono ko bhi tha..
Finally ek din Rehman ne sanjana ko propose kiya aur sanju ne han bhi kiya..aur kuchh din bad dono ne shadi karli..aur khusi se rehne lage..(har story ki end happy ending nehi hota..kuchh adhuri bi hote hain)..
un dono ne shadi to karli per unki maa papa ko nehi bataya tha..kyoin ki unko pata tha unki maa papa nehi manenge..kuchh din ke bad Rehman apni maa papa ke sath rehne laga..per uski maa papa sanjna ko pasand nehi karte the..hamesa khamiya nikalte rehte the aur jhagda bi karte rehte the..unki bete ko bhi ulta sidha bolte rehte the..issliliye rehman ne ghar chhod diya..aur apni patni ke sath akela rehne laga..per bo apni family ko miss karta tha..aur iske bajese dono mai thodi duriyan badh gayi thi..per rehman..sanju se pyar bahut karta tha.. Aur sanju bhi bahut pyar karti thi..
Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin
Parents ko akela chod diya…unhe vradh aasram mein chodkar aa jati 😐 teri maa ka gmail saale jinsne bcpn se teko pyar kiya unko ek ldki ki khatir chod diya
soch kr dekh kya beet rhi ho unpr bhagwan hote h parents
tum nseeb wale jo ma baap h tmre ps 🙁
parents ko chod dena ye acchi baat nhi,,, unko bharosa dilana chahiye tha naki chorkr chale jana,,,, this is not good…
Comment…sajana me heroine jaise kya tha heroine tb hoti jab parivar ko jodti naki alag ho jati aur apne bich duri ki vajah h unki shaadi li jldi mom dad ko shaadi se oehle mnate toh woh shayad mann jate aur ye story kam kisi ki bewkoofi jyada lag rahi h aur jab uski uss dost ka story se koi connection h hi nhi toh uske baare me likhne ki kya jarurat thi
u r right sakshi….muje to yhi lg rha h ye likhne wali ldki hi main caracter h dekho frnds is story me ab jo b persn ho pr parents ko akela chod dena kaha ka insaf h ek achi wife achi bahi achi beti wahi hoti h jo parivar kop jodkr rkhe……mgr frnds hmne apne cmntmnt to de diye pr ye bat to sirf wo hi jante h ki unke sath parents ne kesa salook kiya hoga kuch parents baccho ki khushi nhi sirf khud ko ahem smjhte h h pr fir b ma -baap kese b ho baccho ka haq h unhe samjhaye or manaye kabhi to manenge na wo bhi akhir kab tk bccho se naraz rhenge ye bccho ka haq h ki unhe samjhaye mnaye ma-baap ziddi hote h pr gltiya bccho ki bhi to hoti na….
aisa app khud b sochkr dekho aj tum apne ma-baap ko chod aye kal ko tumhare bacche tume chodkr chle gye to kya hoga….tkleef hogi na to usi trh se socho ki tumhare parents ko kitni takleef phochi hogi tumhare is fasle se…..
kabhi kabhi
aone gharwale apni
jasbaatonko nhi samajhte
unko bhi ye samjhna hamara haq hai
ki badalti zindagi me humko bhi ye
hum bhi kuch karna chahte hain..!!
aga aap nhi manenge to phi hum havame
kaha baat kaenge ye….!!!!!!!!!!!!!!
jaisa unko samajhme aata hai
waisa samjhao…!!!!!!!!!!!!
ha maa baap SWADHI nhi hote.!
theek hai hum hain to woh hain
o woh hain to duniyan hai…..!
@ Rohannnnnnn @
kabhi kabhi
apne gharwale apni
jasbaatonko nhi samajhte
.————————–>unko bhi ye samjhna hamara haq hai
.————————–>ki badalti zindagi me humko bhi ye
.————————–>hum bhi kuch karna chahte hain..!!
.————————–>agar aap nhi manenge to phir hum havame
.————————–>kaha baat karenge ye….!!!!!!!!!!!!!!
jaisa unko samajhme aata hai
waisa hi samjhao…!!!!!!!!!!!!
har maa baap SWADHI nhi hote.!
theek hai hum hain to woh hain
o woh hain to duniyan hai…..!
@ Rohannnnnnn @
Very good love stori