💘 Discover a Heartfelt Story: My Life Part I - Sona Thakur

i love this one – saurabh

hi my dear friends i am live in kanpur par abhi india sa bahar hu …ma ek company ma bpo ki job karta hu ok to ma apni story ya phir kha sakta ha faltu ki baat par ata hu jis time mana apna 12 ka exam pass kiya tha tab us time par ma fb bhut use kata tha ine minute mana to uska name batya hi nhi uska name tha ritika ham dono fb par majak majak ma mila vo bhut open bolna wali ladki thi ham fb par baat karta tha kuch time bad ham bhut accha dost ban gya ma apni or vo apni sari bataa mujhasa share karti thi par ma love par kabhi belive nhi karta tha vo mujhsa har din baat karti aur ma bhi jis din ma uska message ka replay nhi data vo gussa ho jati par ma usa manaa lata ab ham ek dusra sa persnal bata share karna laga tha ek din usna mujha love type syari aur pic send karna lagi ti manna uska majak udana laga to vo gussa ho to phir manna usa phone kiya aur manna liya

aur majak ma khana laga ki koi mil gya kya tumha to usna kha ha to mana ussa kha kon ha vi pagl to vo phir gussa ho gya phir manna usa sorry bola aur us ladka ka name puchana laga to usna kha i love you saurabh mana kha ku faltu joke kar rhi ho to vo rona lagi aur boli i really love you to manna gussa ma phone switch off kar ka rakh diya aur jab open kiy to dhaka unlimted misscall aur message rha uska usna mujhsa sa sorry bola aur as a friend baat karna ko kha ham phir baat karna laga ma bhi ab uska barraa ma feel karna laga tha ek din manna usko kha i love u ritika to usna kha mera mahak mat udaooo mana kha plz sorry but i really love yoou usna bhi kha i love you to aur ham roj baat karta tha vi mere sari baat manti thi aur ma bhi par ek din uska massage aya saurabh i really love you but ma ab tumsa baat ngi kar sakti ya message padh kar meri jaab nikal gyi thi

manna ussa pucha ku to usna bola bus itna jaan lo ki i really love you tabhi ja rhi hu ma us 1 month bhut khrab feel kar rha thamujha raat ma neend nhi ati thi aur hamesa uska bara ma sicta rhata tha usna apni fb id bhi block kar di aur apna sim bhi baand kar diya manna uska ghar bhi janna ka socha par manna socha ki vi kya socha gi mera bara ma aur ……i love this girl i am waiting for you riti i miss you yarrrr

 

Submit Your Story

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

0 thoughts on “i love this one – saurabh”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *