Badmas bana insaan Yeh hai mari kahani hai main aaj ka ek sidha ladka hun or pahle main itna bura ladka tha aap soch bhi nahi sakte bat hai 2saal pahle ki jab class10 main tha koi mujh seh baat kerna pasend nahi karta tha lakin sab baat karte the dar ki vajha se wase toh main smart n gud looking hun mari class mein ek ladki aye thi or woh kya lag rahi thi so sweet fir kya main usse baat kerne k liye jaa hi raha thi ki jabhi usse ek ladki n kha ki tum iss gunde se dur rahna yeh sun ker main age badh nahi saka or main wapas chala gya agle din main hi dekh raha tha main uske aane ke baad vilkul badle gya tha kafi din ho gye mujh pata hi nahi chala ki kab musse pyar kerne laga tha main usse khane ki sochi main gya usske pass gya lakin wo jane lagi maine usse kha ki tum mujh se dar kyo rahi thi toh woh kahne lagi ki tum gunda ho sab khate hai mari aako main aasu aa gye or main wahase chala gya main tut chuka tha main kafi din tak school hi nahi gya fir main gya
toh kisne yeh bhi nahi pucha ki tum kyo nhi aaye main chup tha chuti hui to priya (jis se main pyar kta tha) woh mujh dekh rahi thi fir wo chali gye fir next din aaya main batha tha priya aaye kha ki tum mujh se kuch khene wale the toh maine kha ki rahne do gunda se baat mut kero fir wo sorry bolne lagi mane kuch nahi kha or chala gya agle din mari bhen ko ek ladka n uss ke sath batamez ki toh main pagle ho gya fir maine school k samne hi usse bhot mara toh piche se priya ayi mujh pakd ke kha ki sab sahi khate hai main toh tumhe pasend karne lagi thi or wo roti huyi chali gyi maine roka par wo nahi ruki main rone laga main chala gya fir next day main usse dundhne laga par
wo nahi mile. Fir next day wo ayi or mani mafi mangi par usne kuch nahi kha acank se jise maine mara tha wo apne dosto k sath aaya mujh marbe laga mane bhi unhe mara toh priya ne kaha ki tum nahi sudhro ge or wobaat sun ker main harn tha fir kya tha sabne mujh bhot toda mera toh koi dost bhi nahi tha main behos ho gya yaha tak ki mujhehospita me in bhi Jana pada kafi din tak main school nahi gya jab gya to ussne kha ki main tumse pyar kerti hu Ab aap hi bataiye ki main kya keru plz bataye
Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

Gud boy bno or kya…..nd convince her k aap sudher gye ho…..tc