love story in a coaching centre

Ek Ladki Se Jab Milta Hu…. , Cute love story

me janta to tumko bahut pehle se tha…par pehchan ab paya hu….dil ki saaf har waqt hansne hansane wali..wo pyari surat wali wo bholi bhali.. apni baato..se sabko ese rijhaye jese ho manmohak jhoole ki dali……or har kisi se hans ke baat karna..chehre me ek ajeeb sa ehsas yahi aapki ada…..jo har kisi ko aapki or khinch leta hai…mano……ek khilta hua gulab….or basan ki garmiyo ki raat me aati sarad hawa…..si…uski muskan…esa hi kuch sochta hu jab tumse milta hu…ki…wo hmesa esi hansti rahe…uske sare dukh mano mere ko lag jaye….or jab bhi uske sath hota hu…uski chehre ki hansi ko dekh kar me apne gamo ko bhool sa jata..hu…mere dil ko ek ajeeb sa ehsas hota hai..jab wo mere sath hoti hai…..wese hmne jannat ko kabhi dekha to nahi tha…par hme unka wo chhota sa ghar hmare liye jannat lagta hai…. manenge kese nahi… kyonki jannat me khuda rahta hai..or shayad use khuda isiliye kahte h kyonki uska dil saf hota hai… isiliye…us chhote se ka ghar me rahne wali ka bhi dil saf hai……..

most romantic indian  love stories

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

11 thoughts on “Ek Ladki Se Jab Milta Hu…. , Cute love story”

    1. babulal jakhar

      Hme pta hai…nitya ji…
      Saf dil wale aksar anjaan logo ko dil me basa lete hai..
      Or wo anjaane me nadan harkat karke chhod jate hai…hme

  1. Sahansheelta ek sadgun hai, magar anye sadgunon ki tarah, jab us par gaur kiya jaae, woh ek buri aadat ban jaata hai. Hamein “sahansheelta ke jaal” se bach ke rehna hai taaki hum usmein fase nahin. Janta jab sahansheel ho jaati hai kamzor kaanoon ko dekh kar taaki galat kaarye ko kanooni kaha jaae tab gambheer dhaarmik parinaam ko nahin roka ja sakta jiska parinaam Parmeshwar ke shuddhta ke niyam ko bhang karna hai. Sabhi log Masih ke Raushni ke saath paeda hote hai, ek maarg dikhane waala prabhaao jo ek vyakti ko sahi aur galat pehchaanne ka mauka deta hai. Hum us raushni ke saath kya karte hai aur kaise use apnaate hai maranshilta ke pariksha ka bhaag hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *