💘 Discover a Heartfelt Story: Apna banana tha - Manish
Real Love in school Staff room

My 14th poem……….Kaali

Ye to Bas suruaat h
Hone vali ek nai mulakaat h
Jab tune mera saat chod diya
Tb mene Ye maan liya
Ki ab Na hogi koi sogaat
Jab aaygi tere samne meri baraat
Roygi tu Ye soch kar Har raat
Jo kar li hoti mere SE baat
To hote ham aaj ek saat
.
.lakin ha
.
Zindagi me kuch gam bhi jaruri h
vrna khuda Ko Kon yaad krta
Mil jata pyar chahne SE to
Khuda se duwa kn magta
Hota sukun Har nigah me to
Khuda ka didaar kn krta
.
Isliy ab mene maan liya Ki
.
Hai jaruri Teri kushi mere liy
Isliy dur jaunga tere liy
Vapis Mat bulana kbi
Aaunga laot ke me Nhi
alag to Hona hi tha hme
Vrna yaad krte ham ek Dusre Ko shayad kbi Nhi

Lakin

Yaado SE achhi koi cheej Nhi
Kuki inhe cheen sakta koi b kbi Nhi
…………………………………….p

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

13 thoughts on “My 14th poem……….Kaali”

  1. So sad but NYC poem..

    Likhna tha ki khus hu tere bagaer v yaha hum..
    Magar kambhakht ….
    Aasuu???? h ki Kalam ✍ se pehle hi chl diye

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *