Raaz’Memorable Love

Hi friends! Mera naam sameer hai mai L.Lb. 2nd year Me padh raha hu or inter college me private teaching karta hu. Meri lover ka naam sayma hai meri mtlakat sayma se uske ghar par hi hui uske ghar mera aana jaana tha wo mujhse apni sari bate share karti thi,wo jyadatar udas si rahti thi,ek din maine usse pucha ki aap udas kyo rahte ho to usne kaha ki mai khush rah sakti hu par aisa kabhi ho nahi ho sakta hai,maine kaha ki kya nahi ho sakta hai to usne mujhe nahi bataya,ek din maine usse kaha ki mujhe pata chal gaya hai ki kya nahi ho sakta hai,maine kaha ki bata du par usne mana kar diya, kuch din bad use pata chal gaya ki mai bhi usse pyar karta hu kyoki wo bhi mujhse pyar karti thi par wo kah nahi sakti thi kyoki wo 8 class tak padhi thi or wo agar mai usse din ek bar na milu to wo pareshan ho jati thi wo ye nahi chahti thi ki agar wo mujhse pyar ka izhar karne par mai uske ghar aana ya bat karna band na kar du, ek din mai morng me uske ghar gaya or usse kaha ki aaj batau ki kya nahi ho sakta hai kabhi usne mana kar diya par us din maine uske ghar se nikalte waqt i love u bol diya or kaha ki ye kabhi nahi ho sakta tha lo aaj ho gaya, mujhe bhi dar lag raha tha ki wo apne ghar kisi se na bol de, maine use 1 pm par call kiya or kha ki tum bhi mujhse pyar karti ho ya nahi usne bola ghar par aa jana tab bataugi. Mai evng me uske ghar gaya or usse fir pucha ki yes ya no Sorry friends story Ka next part baad me

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

1 thought on “Raaz’Memorable Love”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *