latest hindi love story

Pyar ki keemat

Zindagi bhi kitni ajeeb hoti hai na, age badne k sath sath maturity to aa jati hai par kabhi kabhi life m hum bahut akele ho jate hai or yaha aa jate hai.!!
Hyy.. I’m poorvi or iss website par 1st time mein shayd se 2016 m aayi thi, kuch stories or poem bhi post hui meri yaha.!!
I don’t know abhi ye website pahle jitni active kyu nahi rahti or story post kyu nahi ho pati but aaj mein fir kuch likh rahi hu iss ummid m ki ye post ho jae.!!
Life ne bahut se sabak diye or or un sbke bad kuch batein hai dil m kahne ko. 10 Saal ka pyaar khoya, 22 saal jo only ek best friend rahi or ek din uski bhi dead body samne thi, career k jin sapno k liye din raat mehnat ki wo bhi bas sapne hi ban kar reh gaye or khud ko bhi kahi kho diya.!!
Maine zindagi ko bahut samjhne ki try ki or yahi samajh aaya ki pyar karo par apne career ko daav par mat lgao, aaj kal ki generation m bahut se log ese hote hai jo iss line m believe karte hai ki love is life but sach to ye hai ki Love is just a part of life. Aap kisi ko kitna bhi pyar de lo kisi ki kitni b care karlo, jab pyar dur jana hota hai to kuch misunderstandings hi kafi hoti hai fir ye matter nahi karta ki wo kitne saal k relationship tha, or jab pyar ko khote hai or realise hota hai ki jo time career ka tha wo nikal chuka.!!
Humari love story bhi Kareeb 10 saal pahle start hui when I was 16 years old. Hum dono ki cast bhi same thi families bhi ek dusre ko janti thi..wo meri life ka 1st ladka tha jo na chahte hue bhi meri life ka part ban gya, baki couples k jaise humare bich bhi kafi pyar tha but pyar hi kafi nahi hota, waqt k sath kabhi kabhi misunderstandings hone lagi or chizen fir thik ho jati.
Hum alag ho gaye ek time k bad par hum dono ki hi life m koi nahi aaya or ek dusre k bday wale din kaise bhi ek dusre ko wish karte the, ye silsila kafi saal tak chalta raha, hum kitne b dur rehte kbhi bat nahi hoti par ye ummid hmesha rhti ki kuch b ho jae meri jagah koi or nahi lega, or ek din wo jagah b replace ho gayi, mein hmesa khud ko ye samjhati rahi ki uski life m chahe koi b aa jae par uske dil m meri jagah kbhi b koi nahi le paega.!!
Humare relationship ki achi bat kya thi, hum ek dusre se bhale ki kitne b naraj hote par gusse m b ese kuch nahi bolte jisse ek dusre ko takleef pahuche ya fir kbhi future m wo samne b aae to koi bat chubhe nahi.!!
5 saal hone wale hai hume alag hue last 4 year se to maine usko dekha bhi nahi or 2 saal se to kaisa v koi contact nahi hai.!! Kabhi kbhi bahut takleef hoti hai purani baton ko yad krke par Maine uski jagah apni life m or na hi apne dil m kisi ko b nahi di ab tak.!!
Mein kbhi kbhi sochne par majboor ho jati hu ki humare bad wali generation ki soch kaisi hogi, unke liye emotions, feelings kuch matter karengi b ya nahi.!! Aaj kal school students relationships ki wajah se rote rehte hai, even 12-12 saal k bacche bolte hai ki meri Life ka koi matlab nahi wo mujhe chhor k chali gayi.!! Aaj kal pyar ho ya na ho par relationship m jarur rehna hai qkii group k sab friends commited hai.!!
Sach to ye hai ki bahut bar uss age ki batein life time ka dard de jati hai jab log love or life m balance nahi bana pate or apne career ko barbad kar lete hai ya fir breakup jaisi chizon ki wajah se depression m chale jate.!!
Ya fir ek se breakup hua usse niklne k liye kisi or ko pakad liya fir kisi or ko fir koi or or ese hi silsila chalta rehta hai.!! Kabhi socha ki ye solution hai kya in sab pain se niklne ka, kbhi true love k meaning ko smjhana wo takleef b nahi dega or career m b sath dega.!!
Maine ye sab kuch apni life or apne aas pas k sab age k dosto se kafi kuch lesson liya hai to kahi na kahi mujhe lagta hai ki mein ye sab aap log k sath share Karu.!!
Maine apni life m kafi kuch khoya or bhut bura time b face kiya..apni bestie ki suicide dekhi jiske dard se aaj 4 saal bad b mein nahi nikal payi, pyaar khoya, career k liye bahut mehnat ki par ladki hone ki boundation ne career m bhi rok diya or shadi ki bat samne aa gayi par mein abhi bhi haari nahi hu, mere pas meri takleef share karne wala kabhi b koi apna nhi Raha par mein har dard se nikli akele or jaldi hi bahut kuch banungi.!!
I hope aap log ye samjh pao ki love is not life, love is just a part of life.!!
Thank you.!!

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

56 thoughts on “Pyar ki keemat”

  1. Heart touching… N tnxx itni achchi baate bataane ke liye esse muje kafi kuch sikhne ko milega…. Hope apki saari wishes puri ho or ap jo chaho apko mile

  2. Really great experience…….aap ki story iss generation walonku zarur jana chahi hai…..love is great, but not life…..thanks for sharing u r real life story……

  3. Tumhari likhavat ko padkar aisa lagta hai k jaise koi film chalrahi ho aur koi bakroung voice me saaaei story ko samjha raha ho..aapki story padhte wqt ankhoke samne imagine hota h wo saara picture…mast likhti hain aap writer banjao aur rahi baat kahani ki to sab sach kaha aapne bas ita hi kahunga 🙂

  4. jab hm life se har jate h aur bht sad hote h tb yaha wps aate h is website pe me apko janta hu me is site pe 2014 se aara hu par ab mene apne name change kr diya h mebi is site pe 2 year k bd aaya hu 2014-16 -17-18 me hm sb yaha btein krte the apko yd hoga to inme se koi
    ananya
    mr gayal
    pk
    Shivani
    aur b bht se log

      1. Poorvi apko ye pata😂
        ye vinod ald naam ka person mere se b phele ka h apke time pe b dikha hoga iska comment khin
        Ananya ko me bht miss karta hu yaar apko pata uske bare me kuch

    1. Keemat Apno ki Khushi ki
      Tumhari Yadein
      Paa Liya Sath tumhara
      Bahut yad aate ho tum
      Mohabbat bhi dooriyan bhi
      Dooriyan bhi chahat bhi
      Ab yadein hi hein

      1. bht strong ho ap poorvi apki ye story read krke bht sad lga ek attachment si ho gayi apse apki batton me bht pain h

    1. Ye sab Maine kaafi time pahle likhi thi par ab bas sab memories ban kar reh gaya hai.!!
      Jab bhi paresan hoti or koi bhi nhi hota share karne wala to writing karne lag gyi thi

  5. one-sided love tha fir bhi bhoolane mai 8year lagadala tab jake pata chala ki love, career, money, fame , relations everything is temporary even the life itself . So take everything as an experience.

  6. mein b acha hu poorvi
    meto ab bht km aata hu is site pe
    last story October 2022 me aai thi i think ye website shut down hone wali h

    1. Sad nhi hu thoda studies m busy hu iss time. Abhi life m sab kafi acha chal rha shyd jldi hi apni dream job mil jae.!!

        1. JRF ka exam qualify kiya hai aage PhD ki soch rhi hu baki job ki preparation to chal hi Rahi sath m

    1. Recently maine kuch job exams qualify kiye hai or kuch m last step or baki hai so yaha tak aane k bad bina job k shadi ka risk nhi lena abhi. Agar kal kisi ne shadi k bad study continue karne ki permission nhi di to an tak ki sab mehnat waste ho jaegi

    2. Sach me ap to bht strong ho itna sb hone k bd b life pe focus h apka
      aur mene to apna naam hi broken rkha h
      😅
      girls sach me strong hoti h

      1. Emotions temporary hotel hai kal agar inke chalte career par dhyan nhi diya to lifetime afsos reh jaega.

  7. yaar apse bt krke mjhe bht acha feel hora h
    because apke sht jesa huwa mere sht b aess hi huwa apko jo jo shena pada i know bht painful h poorvi agar apko kbhi b meri need ho to me yaha always hu apke sht poorvi u r a such a strong girl i ever seen in my life

    1. Broken Suporter

      wo setting kre kuch kre teri gand me kyu dard hora h apni bhen se tu setting krle aur uski hi lele

  8. Hello poorvi 👋 kese kese log h yaha SETTING PATA NI KYA KYA BOLTE H YE WEBSITE AB PHLE JESI NHI RAHI METO JA RAHA HU AB 2024 ME WPS AAUNGA MAYBE YA NHI B BYE BYE APNA DIYAN RKHNA KHUSH RHENA

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *