Mera name dharmraaz hai mai allahabad ka rahne wala hoo meri prem kahani tab suru huyi jab mai class 11th me tha mere village ki manju name ki ladki haimai to apne padai me buy rahta thalekin o mujhe 5/6 mahine se dekha karti thi mujhe kya pata ki uske dil me kya hai lekin uski pass me rahne wali preeti name ki ladki se abs kuch batati thi ek din ki baat hai kio mujhe dekh rahi thi jaise mujhse kuch kah rahi hai uska masum chehra badi badi ankhe fir mujhe bhi dhire dhire ahsas hone laga ki mai bhi chahne laga hoon ek din mai school se lauta raha tha o mujhe mere ghar ke paas mil gayi to maine pucha yaha kaise to boli bas u hi ghar gaya to pata chala uska birthday hai kal to mai market se uske ek ghadi aue payal laya dene ke liye uske sath apne dil ki baat bhi ek panne par likh diya aur de diya us din ke bad hum dono ki baat later ke jariye hone lagi isi trah 2 saal chala uske ghar wale uske liye ladke talash karne lage mai uske mata pita se bahut kaha pair bhi pade lekin nahi mane bhag bhi nahi sakte the kya kare khali rona aa raha tha ek din ye sa aaya o mujhe door jane lagi aur mai khali ankho me anshu liye dekhta rah gaya hum aaj bhi use pyar karte hai aur karte rahene
Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin
Anikeh you’re story was very sad.. But wo ladki bhi majoor thi.. Wo apni parents ke bat mani… Aur aapne jesa kaha ki ghar se bhag bhi nhi sakte the sayad wo bhi aise soch rhi ho… Aur wo apne parents ki khusi chahti ho… So aap usse bhi thoda samjho… Aur aap bhi usse bhulne ki kosis karo…
.
Contact me on fb.
.
https://m.facebook.com/prabhat.panigrahi.18?ref_component=mbasic_home_header&ref_page=%2Fwap%2Fhome.php&refid=7
Everything is very open with a precise description of the challenges.
It was really informative. Your website is useful. Thanks for sharing!
Wow, amazing blog format! How lengthy have you been blogging for?
you make running a blog look easy. The total glance
of your web site is magnificent, as smartly as the content material!