💘 Discover a Heartfelt Story: Sad Love Story- Kamaljeet Kumar

Pehla pyar – Aman jait

Kehte hai na ki jb kisi insaan ko apni jindagi se khuch nhi cahiye hota .Ar wo bs yahi sochta rahe ki kab ye zindagi khatm kar le ..sach me ajeeb sa bhoj kande pr leke calne ka ehsaas hota hai..

Lekin kisi ne sahi kaha marna itana bhi asaan bhi nhi …hamri bhi yahi kahani hai.

To hamri kahani ki suruat tb hui .Jb ham apne relative ke ghr aye hue the .Darsal ham aye to kam se the lekin us din ke bad se dil ase ar samye wase ruka jaise mano ek ham apni jindagi ko har pal jine lage. Ar ho bhi ku na.

Zindagi jo mil gayi thi…

To hua u tha ki ham kuch lene. market gaye hue the . Ab ap soch rahe honge ki wahi bollywood romantic masala wali love story hai . naina se naina mile ar char hogye . Ji nhi asa kuch nhi hua . Ye pyar ki suruat nok jok se hui thi .Ar ho bhi ku na galti jo ki thi hamne . Lekin yr sach me jb usse dekha to mano ek pal sa ruk hi gaya  dil ar dimag kam karna band kar diye ar ankhe to mano hatne ka nam hi nhi le rahi .
Us samy to sare bollywood ke gane mere caro tarf gungunane lag rahe the halki asa hota nhi mere sath ki itani cheeze ek sath..
Bs man hi man usse apna jevan sati man chuka .Ha ye kuch filmi ho raha hai lekin yahi hua tha ..ab dimag me ye chal raha tha ki impress kaise karu kauki mera first impression hi last ho gaya …ab to bs uper wale se mana raha tha ki kuch jugad lagao  mera . phir kuch asa hua ki main kabhi imagine bhi nhi karna cahta..

Hamri bate suru hui kauki mere  dost ki friend thi ar ye sab batane main bahut time lag jayega ar main us cheezo ko yaad nhi karna cahta …bahut takleef deti hai…

Hamri bate to bahut hoti thi but mere side se as a bf and uske side se friend …

ek din maine usse apni dil ki bat bol dali …usne kaha ki tum acche ladke lekin meri jindagi me pehle koi hai …jb muje ye bat pata cali to main tut sa gaya maine apni dost se pucha ki tuje nhi pata to wo boli ki nhi ….

Asa nhi ki payr nhi hua to dosti bhi kahtm hum aj bhi acche dost hai

( sach kaha hai kisi ne pehla pyar kisi ke nasib me nhi hota , us dil mere dil ke tukde ho gaye ankh se ruk hi nhi rahe the bahut muskil se khud ko samhla )

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

142 thoughts on “Pehla pyar – Aman jait”

  1. Hindi achi hai tumhari.. Shayad tum UP, side se ho?? Waise IDK 🙂

    How sad bro ..

    Uski zindagi me koi aur hai,
    Aur tumhari zindagi me sab bore hai.. ????????

    Waise use bhulna hi better hoga tumhare liye . Student ho to IAS IPS bano.. ???? aur background me ye gaana chalna chahiye..

    Jo dil me bhara tune
    Dekhegi us jahar ko
    Bhugtegi mere gam ko
    Mere aah ke kahar ko
    Apni khudgarzi ka ab anzam dekhegi.
    Thukra ke mera pyar mera inteqam dekhegi… ????????????????

    Aisa kuch… ????????

    Yr koi aur ladki dekh lo.. Ya Bramhchari ban jao…. ????

    Ladki friend zone kr deti hai yr.. Shit… ????

    Hamare bichare laundhe kaha jayenge bhai.. Sabko Salman Khan aur Shahrukh jaisa chahiye aur baaki hum 99% Rajpal yadav ki shakal waale indian bande kidhar mare.. ???????????? saala kuch izzat hi nhi hai..

    Koi na bro.. Next next ???? ka bhi option hota hai ????

    Khair ye sab majak hua..

    Actually mai Filhaal bore ho rha.. Isiliye tumhari story ka comment section kharab kr rha.. ????????

    Best of luck for your future.

      1. Thank you! Waise aaj bhi bore ho rha hu, so isiliye ye site surf kr rha, aur bs comment read karke fir reply kr rha..

  2. Shikayat hai hame bhot tumse
    Ki
    mere hisse me Kuch Bhi Na Tha
    Jo
    chorr kar Kisi or Ke paas chale gy
    Lakin uske hisse me to Sab Kuch Tha
    ……………p

  3. Jarurat Nhi tumhe vapis aane ki
    Nhi Ho ab Tum Meri
    Kisi or Ke naam ab Meri mohabatt h
    Bas
    Ab msg Na krna Itni Meri minnat h
    ………..p

  4. Jiya
    Maahi
    Rohan
    Hina
    Sakshi
    Disha
    Radhi
    Raghu
    Alisha
    Naina
    Vaishu
    Salman
    Sameer
    Vinod
    Chanchal
    Noor
    Tabbu

    miss you all ????????????????????

  5. Kitni ar bataya hai maine main yahan 2014 se hun bas cmt nahi ki kabhi par sab ko janti hun

    Yahapar teen groups bhi pehla
    Jot
    Anuj
    Harsh
    Zoya
    Aise bohat se log the jisme 15 se zada members the

    Dusra
    Rohan
    Zoya
    Priti
    Sakshi
    Vedita
    Vividha
    Nuzy
    Ankoor
    Jannat
    Aise bohat se the usme bhi
    15 se zada the

    Phir teesra
    Naina
    Maahi
    Alisha
    Md
    Raj
    Rajver
    Raghu
    Noor
    Kritika
    Aur shayad bhul gay

  6. Yeh site per love bhi bohat huve the breakups bhi bohat hahah

    Anuj jot
    Raghu payal
    Ashi alex
    Jiya sameer
    Rajiv harsha
    Rohan taiseen
    Rohan zoya
    Rohan pihu
    Rohan jiya
    Rohan kanika
    Rohan vaishu
    Rohan nazneen
    Rohan alia
    Garry jiya
    Komal mastan
    Aur bohat hai yaad karungi phir bataungi

    1. Ahh wtf..! Sorry..

      Well, now I don’t think wo love tha.. Bs aaj us baat ko soch kr hasi aati hai.. ???????????? o shit.. what I did. Bachkaani harakate thi meri, I’m not blaming her. Because I wanna take my responsibility.. So.. That was, just a stupidity and Bachkaani harakte… At that time I was just a kid, but that’s a fact boys always bachche hi rahte hai chahe wo kitne hi bade ho jaye ????????????????
      Aur.. I mean mature nhi tha maturity nhi thi mujhme ye kahna sahi hoga.. Infact ye bhi kah sakte ki, that was just an excitement. Lol IDK 🙂

      I’m sure un logo ko bhi apni harkato pe hasi aati hogi agar wo use funny way me soche to.. ????????????

    1. Raghu tum 2016 se ho
      Jus wqt ye site ka badlagaya tha cmt boxes banethe aur tum sabse baat karte time dil ka stickers bhar bhar k lagate the

  7. Jb Rashmi didi yanha aai thi usi ke ek din pahle aya tha mai
    Rohan ke kitne ke sath chakker tha Mera kisi se kyu nhi tha

    1. Rohan ne kiskko love nahi kiya tha rohan ko hi sabne love kiya tha
      Wo kisiki mohabbat ki bhavnaoko todna nahi chahta tha usne kabhi love you kisiko nahi bolatha

      And rohan alia jo thi wo alg rohan hai baaki sab ek hi tha ye to raghu b jante hai hahah

  8. Maahi visha ka love bhi tha haha

    Baad me brkp hua phir sam ne maahi sis ko pasand kiya oar daal nahi gali us wqt ammu name ki larki ne bawwal machadia

    1. Di main aapko chhati hun balki bohat se log gine mine jinhe main bohat pasand karti hun.Aapka name ankita hai di and main nahi chahti di k meri di ki zubaan khaali jaaye qki main unko bohat pasand karti hun wo meri favrt thi hai…
      Unka naam hai zoya aapka naam noor unhone diya tha and main unki shaan ko hamesha barkaraar rakhna chahti hun. Jo aapka ab naam hai bhake aap rakhlo but jab tak aap ye naam rakhogu di isme meri zoya di ki zubaan khali dikhti rahegi and main yeh name se aapko nahi bulasakti. Abhitak main us name se word bhi use nahi ki hun. But i really like you .

      Aise raaste par chale logoke liye aap name bandal ti jaogi di to mujhe kya zoya jaisi har insan ko bura lagega jaha aapko log pasand karte ho meri tara..

      Agar aapko bura laga sorry
      Q maahi di kya main galth hun ?
      Sablog batao kya main galth hun
      Mujhe audions se bhi jawab chahiye ????????????

  9. Sorry rashmi mere kuchh bi smjh me ni aaya aapne jo bi wo long msg me bola..
    And rashmi aap mujhe mere naam se bula skti ho Di kehna zaruri ni h okay na????

  10. Nooo main 17+ hun.. 18 ki August me banungi hehhe

    Dusri story par chale bhai jaan
    ???? yahan kuch bina vote k log aate hain hahha

  11. Rashmi ji ap se kuchh kahna hai kah sakti hu kya

    Or sab bataeye vinod g life me kya sab chal raha hai & mai baad me baat karti hu apse ok

  12. Hiii frnds
    Kaise ho sab
    Yrr rashmi maine yha noor naam k alava aur koi naam nhi use kiya
    Aur usdin se maine ek bhi comment nhi kiya tha mai yha bs comment krti hu vo bhi noor hi naam se aur age bhi yhi naame use karungi
    Nd apne shi bola zoya bhot achi thi site me jb mai ayi thi tb sabse phle raghu aur zoya ke comment hi dekhe the

  13. Maggi tody I met sam
    N Sam ne bola u r not from DK
    Why u ????????????????????????????
    Anyway milo btabte h Apko
    Maggi
    Chaumean
    Yapee
    Noodle
    Ching soop
    Hehehehehehehe

  14. Hmm right kir kir..
    Aajkl baatein kam ho jati h but yaadein ni???? kaisi ho aap?

    Raghu u already knw tht na..
    And haan main na mili hu or na hi kbi milungi..frgt it okay

  15. Hehehehe
    Or Na hi Muje Milna h Maggi se
    Maggi u always stand like that
    Kabhi has Bhi Liya kro yaar

    Kir kir Kha the itne din se

  16. Kya sunay Maggi …
    Or Kush Kyu NI Ho aap
    Choti c jindgi hai Kab kya Ho Jaay
    Kisne Socha h
    To happy rho yaad
    Dushman Ko Bhi yaad kro
    Jokes sunao masti kro
    Hmmmmm

  17. Aapko itni fikr krne ki zarurat ni h raghu main khush hu ya ni????
    Or ye sb baatein faltu lgti h meko mere palle ni padta, so let it go????????

  18. Wha tlp ki wo mefil e shayri
    Fir lauta

    Maahi behen ????

    Nora jb m
    Nhi toh tum toh bhool bhool ajti
    Ab
    Ek br check v krne ka wqt nhi k kiske2 cmnt aye
    Bhootrina ????

  19. Mujhe lage ki meri galti nahi hai waha mai sorry nahi bolti. Lekin apko bol deti hu…..
    Sorry if my any words hurt you..
    Because you are a good person.

  20. Dil ka dariya beh hi gaya,

    Raahon mein yun jo tu mil gaya,

    Mushqil se main sambhla tha haan,

    Toot gaya hoon phir ek dafaa,

    Baat bigdi hai iss qadar,

    Dil hai toota, toote hain hum,

    Tere bin ab na lenge ek bhi dum,

    Tujhe kitna chaahein aur hum..

    Tere bin ab na lenge ek bhi dum,

    Tujhe kitna chaahein aur hum,

    Tere saath ho jaayenge khatam,

    Tujhe kitna chaahein aur hum..

    Baat bigdi hai iss qadar,

    Dil hai toota, toote hain hum,

    Tere bin ab na lenge ek bhi dum,

    Tujhe kitna chaahein aur hum,

    Tere saath ho jaayenge khatam,

    Tujhe kitna chaahein aur hum..

  21. Waqt ne hai kiya humpe kaisa sitam,

    Tum bhi bezaar ho barbaad hain hum,

    Jaane kis raaste mujhko le jayenge,

    Bedisha ye mere dagmagate kadam,

    Saath deti parchaaiyan,

    Aur meherbaan ho rahe gham,

    Tere bin ab na lenge ek bhi dum,

    Tujhe kitna chaahein aur hum,

    Tere saath ho jaayenge khatam..????????????

  22. Tere jaane ka gham
    Aur na aane ka gham
    Phir zamaane ka gham
    kya karein?

    Raah dekhe nazar
    Raat bhar jaag kar
    Par teri toh khabar na mile

    Bahut aayi gayi yaadein
    Magar iss baar tum hi aana
    Iraade phir se jaane ke nahi laana
    Tum hi aana!

    Meri dehleez se hokar
    Bahare jab guzarti hain
    Yahan kya dhoop, kya saawan
    Hawayein bhi barasti hain

    Hume poochho kya hota hai
    Bina dil ke jeeye jaana
    Bahut aayi gayi yaadein
    Magar iss baar tum hi aana

    Koi to raah woh hogi
    Jo mere ghar ko aati hai
    Karo peechha sadaaon ka
    Suno kya kehna chahati hai

    Tum aaoge mujhe milne
    Khabar yeh bhi tum hi laana
    Bahut aayi gayi yaadein
    Magar iss baar tum hi aana…@????????????

  23. Tadpati hain teri baatein aur
    Yaadein teri rulaati hai
    Dil rote rote rukta hai
    Toh rooh bikhar si jaati hai

    Ab kis se roothe aur kise hum ab manaye
    Bethe unn yaadon ko mann hi mann mein dohraaye

    Hairaani hoti hai
    Aankhen jo roti hai
    Hairaani hoti hai
    Aankhen jo roti hai

  24. Toh aao na chale phir se
    Sataao na mujhe phir se
    Main tanha hu
    bina tere
    Bulaao na mujhe phir se
    Kabhi haq toh jataao na

    Hu kya main
    ye bataao na
    Tumhari aankho se yeh duniya
    Mujhe aakar dikhaao na

  25. Dosti Nazaaro Se Ho To Use Kudrat Kehte Hain,
    Chaand-Sitaaron Se Ho To Jannat Kehte Hain,
    Haseeno Se Ho To Mohabbat Kehte Hain,
    Aur Aapse Se Ho To Use Kismat Kehte Hain.

  26. surandar singh

    दूर उस आकाश की गहराईयों में
    इक नदी से बह रहे हैं आदियोगी
    शून्य सन्नाटे टपकते जा रहे हैं
    मौन से सब कह रहे हैं आदियोगी
    योग के इस स्पर्श से अब
    योगमय करना है तन-मन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    उतरे मुझमें आदियोगी
    योग धारा छलक छन-छन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    उतरे मुझमें आदियोगी
    उतरे मुझमें आदियोगी
    सो रहा है नृत्य अब उसको जगाओ
    आदियोगी योग डमरू डग डगाओ
    श्रृष्टि सारी हो रही बेचैन देखो
    योग वर्षा में मुझे आओ भीगाओ
    प्राण घुंघरू खन खनाओ
    खनक खन-खन, खनक खन-खन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    उतरे मुझमें आदियोगी
    योग धारा छलक छन-छन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    उतरे मुझमें आदियोगी
    उतरे मुझमें आदियोगी
    पीस दो अस्तित्व मेरा
    और कर दो चूरा-चूरा
    पूर्ण होने दो मुझे और
    होने दो अब पूरा-पूरा
    भस्म वाली रस्म कर दो आदियोगी
    योग उत्सव रंग भर दो आदियोगी
    बज उठे ये मन सितारी
    झनन-झननन, झनन-झननन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    उतरे मुझमें आदियोगी
    योग धारा छलक छन-छन
    साँस शाश्वत सनन-सननन
    प्राण गुंजन घनन-घननन
    उतरे मुझमें आदियोगी
    उतरे मुझमें आदियोगी

  27. surandar singh

    nainaji
    maahi
    aj
    noor
    kritika
    jyoti
    raghu
    sam
    rajveer
    himsim
    simran
    navu
    pihu
    raj
    i miss u friand
    lot aao esh jami par
    bhar do khushiyo se ghar aagan

    come in my all frinds

  28. surandar singh

    उस एक दिन जब बातें शुरू हुई तुमसे
    लगा कुछ तो अलग सा है तुम में
    लगा कुछ तो नया सा है तुम में
    फिर रोज़ की बातें होती गयी
    और यूं बिना सोचे पिघलती रही मैं उन में
    यूं ही बिना समझे फिसलती रही उस रास्ते पे
    हाँ पता था मुझको दोबारा उसी रास्ते जा रही हूँ जहाँ गम बहुत हैं
    पर गम की क्या बिसात यहाँ तुम्हारा साथ बहुत है
    उस दिन जब पहली मुलाकात हुई तुमसे
    लगा जैसे मैं खुद को मिल गयी
    मेरे अंदर की मुरझाई कली खिल गयी
    फिर तुम्हारा मुझको छूना
    चूमना मुझको गले लगा कर
    कसम से मेरे अंदर कुछ तो कमाल कर गया
    बहुत दिनों से शांत मेरे मन में सवाल कर गया
    फिर मिलना हुआ और मिलते रहना हुआ
    तुम्हारी बातें तुम्हारी आँखों से पढ़ना हुआ
    तुझको ढूंढ कर तुझमें ही खोना हुआ
    सच, ये एक प्यार सिर्फ तुमसे कई हज़ार बार हुआ
    फिर हुआ कुछ बुरा
    शायद उपरवाले की मर्ज़ी थी
    तेरा मुझसे कई दफे रूठ जाना हुआ
    मेरा तुझको हर दफे मनाना हुआ
    और हर आंसू के बाद भी
    दुआ में उठे हाथ
    और झुकी नज़रों में तेरी खैरियत का आना हुआ

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *