💘 Discover a Heartfelt Story: Ab thak chuka hu m - Mohit

Mujhe apna saath dedo…(Ranjan kumar singh)

Sabko kuch kuch diya hai,mujhe apna saath dedo.
Ushki chehre ki nazar or mulaakaat dedo
ek rawangi main apna alfaaz dikh raha hai,
dollat ki jaroorat main apna saans bik raha hai,
Sun liya hai ki hamain pookaara hai aapne,
ushshe bida loo aishi ek raat dedo,
sab ko kuch kuch diya hai ,mujhe apna sath dedo,
aashiq ke manzil main raastain aanokhe the,
mila kabhi ushke raaston se ,dikha kai raastain ,Jo bas dhokhe the,
fareb ki pehchchan to hai in ankhon ko,
par meri pehchaan se pehchaan ki shaanshe dedo,
karain ham phir se mohabbat Ka jahaan roshan,
us diya ko bash mere haath dedo,
sabko kuch kuch diya hai mujhe apna saath dedo,
ushke chehre ki nazar or mulaakaat dedo,
meri kahani se sachi mere shanshon ke o dor the,
Jo kisi ko naa dikhta tha, bash ushke mere or the,
us dor ki siyaahi kabhi khatm mat karna,
ushko mere liye har janm main bharna,
ushki ankhon ki o baat ,or chamakta RAAt dedo,
ushki chehre ki nazar ,aakhri mulaakaat dedo.,
sabhi ko kuch kuch diya hai,mujhe apna saath dedo………

…..Ranjan kumar singh.

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

22 thoughts on “Mujhe apna saath dedo…(Ranjan kumar singh)”

  1. wah yr …. is baar ek hi bar me smj aa gyi ki bo shaks Ek mulakat mang rha h us khuda se apni masooqa se milne k liye

  2. sabko kuch kuch diya h
    muje ek pal ki or saugat de do
    Ki dam nikle uski baho me
    is garmi ke mausam me bo rimjhim si barsat de do
    barso se qaid aankho me in aansuo ko
    me riha karu firse bo zazbat de do
    Ab jana h usse door mere khuda
    Jate jate muje bo aakhiri mulaqat de do

  3. mr ghayal aapne bhi kya khoob lines likhe h very nice…
    ranjan ki poem se zyada aapki chotisi poem mujhe acchi lgi mr ghayal…
    🙂

    1. mai thik hu ranjan ji aur hamari mandali bhi thik h…
      aap kaise ho?
      aur raat ko 3-4 baje tk baaj kr kya kr rhe the aap??

  4. Ek baat clear kro Ranjan g pahle aap meri
    ki aapne likha h ki
    ” mujhe apna sath dedo”
    means ye h ki aap khuda se khuda ka sath maang rahe h
    n next line h
    “uske chehre ki nzr or mulakaat dedo”
    isme aane mashuka ka sath manga h
    ye dono lines me confusion h…

  5. Ranjan kumar singh

    WO ladka Jo andar se bahut Toota hai,WO apne bhagwaan se ye prarthna kar raha hai ki ushke andar intni taakat dena ki WO ushshe good bye bol sake Jesse WO tootkar mohabbat kart a hai WO iss kaam ke liye iswar ka saath chahta hai,wo chahta hai ki ye mulakaat bahut achcha ho jishahe Ladki ko kuch pata naa Challe…

  6. I think jaha tak mene samjha h…bo kh rha h muje apna sath de do ( means apne pyar ka sath, jiske sath bo hmesha se h …aakhiri bar or de do pal do pal k liye )
    dusra Uske chehre ki najar ( means uska chehra dekh saku bo Aakhiri najar or mulaqat to ho hi jayegi )

  7. Ranjan kumar singh

    @Heena ji

    Iss kadar ke khwaab toote hai mere ki unki Barris har raat main hoti hai.
    Kisi se koi gile-sikwe nahi hai.
    Par kya bataao ye ankhon kyu nahi soti hai,

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *