Hlw guys this story is of my friend….she is really very sad Nd confused …I m sharing this story so that u guys can give good suggestions… So story start Hoti hai jab wo 11 me admmission leti hai….. Aur kaafi busy rhti hai…but pahle hi jab Kabhi wo us ladke k samne se guzarti hai to use kch mehsus hota h but wo ignore kr deti hai…kyuki use lagta h pta ni wo pyar karta h ya ni…but use pata chalta hai ki wo ladka jab pyar karne laga hai aur Apne best friend se bolta h to uska best friend bhi bolta h ki yar Mai use 3 yrs se s Pyar karta Hu…aur uska best friend rone lgta h…Dono decide krte h ki faith pe Chor dete jiski naseeb milegi….ladka bht rota h phir ek din woo ladka apne dost ko msg krta h aur ladki ki burai krta h kehta hai Mai pyar nahi karta wo achhi nahi hai ye wo…. Ladki bht roti hai ki jisko wo like krti hai wo hi nahi kr rha… Plz guys batao usne sch me pyar krna Chor Diya ya dost k liye aisa kr rha…
Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin
Very confused love story.
So Complicated Love Story.
Hey there! It’s me, Prince here. I feel myself so lonely because, I don’t have any friends. If Any Boy or Girl, Who needs A Good & Faithful Friend and Would like to Friendship with me? So, Please WhatsApp/Message me on 9199007192. Only Serious Persons are allowed, Arrogant People & Time-Passers Stay Away.
I think
Usne apne dost ke liye aisa kiya ho.
No comment
Hi friends kaise ho sablog
Hi zoya
Hey abeera aap aap Pakistani ho
ji
Welcome dear
Im happy your in my
Country site and joined between
Indian peoples
Aapka teh din se swagath hai
Abeera hindustani ke log me
????
Koi hai
Good morning zoya shukriya apne mujhe itni izzat di warna mujhe istaraki respect nhi mili jistra apne di
Zoya
Good morning abeera behan ye to hamari khush nasibi hai ki aap india k log se baat kar rahi ho
Main phir bhi tumko chahungi hehe
Is chahat me marjaubgi main phir bi tumko chahungi
Aankhen khule to main dekhun tujhe, Sirf ye hi farmaish hai
Pehli to mujhko yaad nahi, Tu meri aakhiri khwahish hai
Seh loon.. main ab teri kami, Mujhse yeh hoga hi nahi
Tum aise mujhme shaamil ho, Tum jaan meri tum hi dil ho
Shaayad main bhula doon khud ko bhi, Par tumko bhool na paaungi…. Haaa..
Main phir bhi tumko chaahungi, Main phir bhi tumko chaahungi,
Hahahahaha ???????????? abeera sisove you
Heheh luv you to sisooooo
.
I also Main phir bhi tumko chahungi…..
Kitna acha haina ye song behan
????????????????????????????????????
Main aati hun sisoooo baad me take care luv you
Okay dear ????????????
Tera fitooooooooor jabse chadgayare
????
I think face to face ek br ache se bat krna better h,pura confusion dur ho jayega
Abeera abbuuuu hehe ????????????
Abbbuuuuu hehe
Hihi mera naam abbu nice zoya
Ajse mera naam abbu
Hiiii areeba
Abeeba nahi sis abeera hehe
Ohh sorry
Hi abbu behan
Main apse ek baat kehna chahti hu
hii zoya
hi sameer kaise ho yaar aap zada aate nahi ho aap
Abeera sis maine kaha thana ki mujhe apse kuch kehna hai
Or sameer apse kuch kehna hai kuch general question hai uska sahi se answr dena???
Hi zoya
Ha bolo kya puchna hai apko
han bolo zoya kya puchhna hai? han wo mera comment yha jldi nhi hota isiliye aapko whatsapp pe bat krne ke liye kaha tha
main aaungi sameer par abhi nahi haan main apko jo puchna chahti hu batati hu
Kya aap apke dost ko
BABU, kehkar bulasakte ho?
Kya apko aapki dost SHONA
Kehkar bulasakti hai?
Ye wrds to sirf lover ke liye banaye gaye haina phir dost ko boldenge toh lovers me dost me kya fark hoga???
Batao????
Abeera ye maano ke aap ka koi bestfriend hai
Uski ek gf bhi hai
Uski gf apke bestfriend ko SHONA kehti hai zahirsi baat hai apna mehboob hai toh kahegi hi
Toh kya aap bhi apne bestfriend ko SHONA kehkar bulasakti ho aisa chalega kya??
Ya wo apka best friend apko babu kehsakta hai kya jabki wo haq uski gf ka hai to batao???
Chi ye kya sis heheh gadha ghoda me fark hota hai yaar.
Hahahaha
Suno yaar babu, shona,janu,darling,sweetie,janeman,dilbar,
Ye sab apne lovers kohi bola jata hai ye haq dost ko kaise desakte hain gar dediya toh lovers me kya fark hoga dono same hi hojayenge
Dost lovers alg rista hai maana ke dost b acha hota hai lekin wo ek alag ehsaas hai or lovers niwan bharka sathi hai hamsafar hai isliye …..
Ham dost ko ye sab haq nahi desakte hai lover ek hota/hoti hai
Aur dost bohat zada sabbko ham kaise haq dedenge.
Chi chi.. Sochna b paap hai
Gunaa hai wo paaki haq sirf hamsafr kohi diya jata hai bas.
thq sis ????????
depend krta hai zoya agar aapka ek hi friend hai jo aapke liye aapka sab kuchh hai to bula bhi skte hai aur agar ek se jyada hai lekin aap kisi ke liye bhi serious nhi ho to ye kahna sahi nhi rahega
Hmm
Q abeera sis apne sahi samjha
Zoya apne sahi kaha
Dost sabbko ham
Shona babu boldnge to
Baaki lovers kya
Janwar ka naam denge
Ye hakk sirf lovers hai
Dostonka nahi. Meri b
Gf hai main usko babu bolta
Hu lekin usko koi babu
Bole to wo chappal nikaldegi
Aur mujhe koi shona kahegi
Toh main yahi samjhunga ki
Uska irada kuch alg hai jabke wo janti hai ye hakk meri gf hi degi
Aur koi nahi……..
Thq dil jeet apka naam bohat sweet hai
Nice cmt dil jeet
or kuchh puchhna hai zoya?
No sameeer …..????????????????
Par ye swal q zoya
Kuch nahi bass aisehi puchliya bas
????????????????????????????????????
ok zoya bye tc
miss u
Hello hii koi h yaha pr
Hi isha
Hii
hii sona
Hello mayur ji
Good night all
hii isha
hello mayur ji i m sorry plz mann jayiye na plzzz mujhse baat kijiye na
hi
Hi friends
Abeera apne rohan ki love story kaha dekhi thi kya aap copy Paste kardogi kya
Haa main deti hu kavya …..
hello abeera kaisi ho ap ?? lunch hua apka ?? kya kr rhi ho ???
Hai mere doston mera naam to aap jaantehi hain main hun ROHAN …..or meri mehbooba ka naam “AISHA” hai ye meri haqeekat ki daastan hai. Jo main aapko sunana chahta hun.. Badehi pyar bhare dilkasheen andaaz se mene kuch alag typese story ko write kiya hai Jo aaplogonko padhte padhte apne aap samajhme aajayega Ye story koi mamool nahi hai Sister, brother, friends, isey achchese or dheere dheere padhna tabhi samajhme aayegi ….main jaanta aap sablog yahi sochrahe honge ki abb aisa kya hai isme to aap bhi shayad aapki ankhen nammi karlenge or shayad I miss u ka sandesh denge ummeed karta hun……..suno meri dastaann
Nadi kinare dhuan uthat,
Main jaoon kachhu hoye,
Jiske karan main jala,
Kahin vahi na jalti hoye,
Lakdi jali bhal koyla,
Koyla jala bhal raakh,
Main premi aisa jala,
Koyla bhaya na raakh.
PART 1
Phir vahi nazar, vahi badi badi bhoori aankhen aur phir vahi mujhe dekh kar shokhi ke saath palkon ka jhapkana.
\”Oye sun na, bore ho rahi hoon yaar\”
Aur phir vahi ada ke saath ubaasi lene ka natak karte hue mere kandhe par uska sar ka tikana.
\”Class mein suna karo ke kya bol rahe hain, filhal mere notes copy karke kaam chala rahi ho, aage zindagi mein kya karogi?? \” Hamesha ki tarah mera shikayat karna.
\”Tum hoge na vahan bhi mera saath dene ko, my best friend\” Hamesha ki tarah muskurate hue uska vahi purana jawab.
Best friend. Is label se mujhe nafrat bhi thi aur ye haqeeat bhi thi ke is label ke bina jeena mera muhaal tha.
Mere Humnafas, Mere Humnawa,
Mujhe Dost Ban Ke Daga Na De
Main Hoon sadma-e-Ishq Se Jaan-Valab,
Mujhe Zindagi Ki Dua Na De.
Use shayad khabar bhi nahi ke mere dil mein kya hai. Ke kaise main use dekh dekh jeeta hoon aur kaise mera use dekh dekh hi dam nikalta hai. Uske liye toh main uska sabse achha dost hoon jo uske har achhe bure mein uske saath hota hai. Jab vo hasti hai uske saath hasta hai aur jab vo roti hai toh uske chehre se ashq ponchhne ko sabse pehla jiska haath hota hai. Aey kaash ke use khabar ho ke ye silsila mehez saath hasne aur saath rone se kahin aage nikal chuka hai.
Kaash use khabar ho ke vo hasti hai toh kis tarah mere dil ki dhadkan tez ho jaati hai aur vo ghamzada hoti toh kaise mera dil bethne lagta hai. Aey kaash ke use khabar ho ke kaise main baar baar uski nazar bacha kar uska deedar karta hoon, uske chehre ko apni nazar se chhuta hoon aur ye sochta hoon ke uske bina kabhi jeena pada toh kya karunga. Kaise guzarunga ye din aur kaise kaatunga apni raat.
Sochta hoon ke kaisi hogi zindagi jo yun hi kabhi vo bhi meri mohabbat ka iqraar kar le.
\”Yaar vo kal wala assignment banaya?\”
\”Haan\” Maine jawab diya
Usne usi masoomiyat ke saath apni aankhen gol gol ghumate hue meri taraf dekha aur maine bina kuchh kahe, bina kuhh sune uska matlab samajhte hue kaha ?Shaam ko ghar aakar de jaoonga. Kar lena copy?
\”Thank you so much. You are my best friend\” Vo khushi se kisi chhoti bachchi ki tarah khush hoti aage badhi aur mere gale mein baahen daal kar mujhse lipat gayi.
Best Friend.
Kaise kahoon, kaise samjhaoon ke main usse zyada hona chahta hoon. Ke main usse mohabbat karta hoon. Par kambakht alfaaz hain ke na jaane kyun zubaan tak aakar hi ruk jaate hain. Ehsaas hain ke na jaane kyun dil mein dhadkan ban kar hi dhadakte reh jaate hain. Khwahish hai ke na jaane kyun aankhon se toh numaya hoti hai par lafzon ka roop lekar kabhi zubaan ki sidhiyan nahi utarti.
Na jaane kyun.
PART 2
\”Yaar please saath chal na. Main ghar par kya keh kar jaoon ke 3 din ke liye kahan ja rahi hoon?\”
\”Apni doston ke saath, aur kahan\”
\”Mere dad kabhi nahi maanenge is baat ke liye ke akeli ladkiyan shehar se bahar ghoomne ko ja rahi hain. Tu keh de ke saath chal raha hai\”
Phir ek baar uske liye jhooth aur har baar ki tarah is baar bhi khushi se. Aur vo bhi shayad ye baat jaanti hai ke vo kuchh kahe aur main mana kar doon aisa shayad hi kabhi ho.
\”Haq hai mera tumhare uper\”
Aisa vo kehti hai aur aisa main samajhta hoon, manta hoon. Aur chahta hoon ke ye haq bana rahe, isi tarah, hamesha ki tarah, zindagi bhar. Aur koshish karta hoon ke use bata sakun ke main yun hi uske naaz uthana chahta hoon. Jahan vo kadam rakhti hai us zameen ko chommna chahta hoon. Ke uski kadam-bosi karna chahta hoon aur apna dil uske kadamon mein rakhte hue use ye ikhtiyaar dena chahta hoon ke vo chahe toh apna le, vo chahe toh thukra de.
Mujhe Chhod De Mere Haal Par,
Tera Kya Bharosa Hai Chaaragar
Yeh Teri Nawazish-e-Mukhtasar,
Mera Dard Aur Badha Na De.
\”Yaar tu na hota na, seriously bahut akeli hoti main\”
Par main use kaise samjhaoon ke meri kash-makash kya hai. Ke kaise main jab uske saath hota hoon toh mehfil mein bhi hota hoon aur tanhai bhi saath nahi chhodti. Ke kaise uske hone se duniya rangeen ho jaati hai aur lagta hai ke har taraf mehfil hai. Par is khyaal se ke vo meri mohabbat se bekhabar hai, kis qadar udaasi mere dil mein ghar kar leti hai. Kis tarah se bheed ke beech uska haath thaame bhi khud ko akela pata hoon main.
Kaise kahoon, kaise samjhaoon ke main usse zyada hona chahta hoon. Ke main usse mohabbat karta hoon. Par kambakht alfaaz hain ke na jaane kyun zubaan tak aakar hi ruk jaate hain. Ehsaas hain ke na jaane kyun dil mein dhadkan ban kar hi dhadakte reh jaate hain. Khwahish hai ke na jaane kyun aankhon se toh numaya hoti hai par lafzon ka roop lekar kabhi zubaan ki sidhiyan nahi utarti.
Na jaane kyun.
PART 3
wo mujhe pyaarse “sikander” kehke pukarthi or thi mene puncha ye naam kyun to kehne lagi tum meri dosti ki jeet ho
\”Do you really have to go? I mean you could a job here too\”
Vo poori koshish kar rahi thi ke apni aawaz mein jhalak rahe bhaaripan ko, apne aankhon mein jhalak rahi nami ko chhupa sake par kaamyab nahi ho pa rahi thi.
\”Its just for a few years you know and it will be a boost for my career to start my work life working abroad with a company like that. Down the line i can come back and get a good package to work here\” Maine jawab diya.
\”Or you might just like it there and not come back at all \”
Aur uske is jumle ne jaise hazaron baatein keh di, uska sabse bada darr numaya kar diya.
\” Hey !? Maine uska haath pakadte hue kaha ?We will always stay in touch and when i finally move back here, we will still be friends, Best friends\”
Usne muskurane ki koshish ki par saaf zahir tha ke vo sirf mera dil rakhne ke liye thi. Pata nahi main aisa kyun kar raha hoon, kyun is job ke bahane usse door jaane ki koshish kar raha hoon. Kya sach main apne career ke liye ye kadam utha raha hoon ya sirf isliye ja raha hoon ke usse kuchh din ke liye door ho sakun. Apne us har jazbaat se door ho sakun jo uske naam se shuru hokar uske naam par khatam ho jaate hain.
Kya main isliye door ja raha hoon ke mujhe ek achhi zindagi mil sake ya main ye koshish kar raha hoon ke apne zindagi ko ek alag nazariye se dekh sakun. Ek aisa nazariya jahan meri nazar sirf ek usi ki tasveer na ho. Main aaj tak usse apne dil ki baat nahi keh saka hoon. Kai baar koshish ki hai par har baar zubaan ladkhada jaati hai.
Ek ehsaas jo kabhi dil ko sukoon deta tha ab takleef dene laga hai. Main bahut arse se uske ishq mein deewana hoon aur aaj tak usse is baare mein ek alfaaz kehna toh door, kabhi isharon isharon mein bhi nahi jata saka.
Dil mein hazaron baatein hai, hazaron ehsaas hain jo ab andar hi andar se mujhe todne lage hain. Dam sa ghutne laga hai mera. Lagta hai main ek aisi machine hoon jise ek ek purza kharab ho chuka hai. Mere khyaal, meri soch kabhi usse door hoti hi nahi. Kabhi ek pal ke liye sukoon milta hi nahi.
Na toh keh pata hoon aur na chup raha ja raha hai. Shayad usse kuchh din door rahun toh kuchh sukoon mile.
PART 3
\”Kya hua, tum toh bade bahane bana rahe the ke meri shaadi mein nahi aa paoge, ab kya hua? \”
Mujhe dekh kar vo usi masoomiyat ke saath, kisi chhoti bachchi ki tarah ithlati hui aage badhi aur apne makeup se bekhabar, apne dulhan ke libaas se bekhabar, aas paas khade logon se bekhabar, aur aisi hi tamam cheezon se bekhabar hokar meri gale mein baahen daalti hui lipat gayi.
\”Mujhe pata tha tum zaroor aaoge, bhale lakh kaam ho tumhein. Main bulaoon, aawaz doon aur tum na aao, aisa toh kabhi ho hi nahi sakta\”
Aur aaj uski shaadi hai.
Woh Uthein Hain Leke khum-o-Subu,
Arrey O ?Shakeel? Kahan Hain Tu
Tera Jaam Lene Ko Bazm Mein
Koi Aur Haath Badha Na De!
Aur kisi aur ne haath badha hi diya. Main kinare khada dekhta hi reh gaya, sochta hi reh gaya aur meri kashti ko nakhuda ban kar dariya mein koi aur le gaya. Mere jazbaat zubaan tak aa hi na sake aur vo kisi aur ka jazba ban gayi. Mera dil uske naam par dhadakta hi reh gaya aur kisi aur ne apna naam uske saath jod bhi liya. Meri aankhen uske ehsaas se nam hi reh gayi aur koi aur uski aankhon ka kajal ban gaya.
Usne phone par mujhe bataya tha ke vo shaadi kar rahi hai aur main bahane banane ki koshish karta raha ke kaise mere passport ki koi problem hai, kaise main filhal india nahi aa sakta, kaise mujhe hazaar kaam hain, kaise main filhal bahut busy hoon aur ek vo thi ke muskura kar sirf itna hi kaha ke vo jaanti hai ke main aaonga zaroor.
Aur main ek baar phir uske dar par aa khada hua.
Saalon se badi khwahish thi ke uske dulhan ke roop mein dekhun. Dekhun ke kaise laal rang uske gore rang par phabta hai. Dekhun ke shaadi ki vo chamak, vo raunak uske chehre par kaisi lagti hai. Dekhun ke jab vo ban than kar aaye toh kaise mehfil ki har ladki uske saamne mamooli ho jaaye.
Aur jaisa socha tha vaisa hi aaj ho bhi raha hai, farq sirf itna hai ke laal rang…
aaj kisi aur ke naam ka hai. Angoothi kisi aur ke naam ki hai, maang ka sindor kisi aur ke naam ka hai.
Aaj vo sar se paon tak kisi aur ke naam ki hai.
Main khada sochta hi reh gaya aur meri duniya jaise neelam ho gayi, kisi aur ke naam ho gayi.
Kabhi jaam lab se laga diya,
kabhi muskurake hata diya,
teri chhed chhad ye saqiya,
meri tashnagi ko bhadha na de.
\”Mujhe pata tha tum aaoge, thank you. You are my best friend\” Vo boli.
Kaise kahoon, kaise samjhaoon ke main usse zyada hona chahta hoon. Ke main usse mohabbat karta hoon. Par kambakht alfaaz hain ke na jaane kyun zubaan tak aakar hi ruk jaate hain. Ehsaas hain ke na jaane kyun dil mein dhadkan ban kar hi dhadakte reh jaate hain. Khwahish hai ke na jaane kyun aankhon se toh numaya hoti hai par lafzon ka roop lekar kabhi zubaan ki sidhiyan nahi utarti.
Na jaane kyun.
PART 4
Aakhri baar use dekha tha to voh laal rang mein thi. Bahut khoobsurat lag rahi thi.
Aaj use dekh raha hoon toh vo safed rang mein, bahut khoobsurat lag rahi hai.
Aakhri baar use dekha tha toh vo mehfil mein thi, bahut khoobsurat lag rahi thi.
Aaj use dekh raha hoon toh vo ab bhi logon se ghiri hui hai, bahut khoobsurat lag rahi hai.
Aakhri baar use dekha tha to vo ghar se vidai le rahi thi, bahut khoobsurat lag rahi thi.
Aaj use dekh raha hoon toh vo phir vidaai le rahi hai, bahut khoobsurat lag rahi hai.
Aakhri baar use dekha tha to log use ghere aansoo baha rahe the, aur vo bahut khoobsurat lag rahi thi.
Aaj bhi log use ghere zaar zaar ro rahe hain, aur vo ek baar phir bahut khoobsurat lag rahi hai.
Par nahi, kuchh farq bhi toh hai.
Jab isse pehle use dekha tha toh vo gehno se ladi hui thi, sar se paon tak sone ki gudiya lag rahi thi. Aur aaj toh use bepanah husn ki shaan badhane ko kuchh bhi nahi. Pehle har chehre chehre par raunak thi, mehfil thi aur aaj toh sirf matam hai, veerani hai. Log tab bhi the, log aaj bhi hain par in sabke beech vo aaj hote hue bhi nahi hai.
Tab jiske gale mein phool the, aaj uski tasveer par phool hain.
Dar-e-yaar par badi dhoom hai,
vahi aashiqon ka hujoom hai,
Abhi neend aayi hai husn ko,
koi shor karke jaga na de.
Par aisa lagta hai ke maut sirf itna hi kar saki ke jism se rooh ko nikal le gayi. Isse zyada shayad maut ke bas mein bhi nahi tha. Vo aaj safed chadar mein lipti jin logon ke beech hai, unmein se har kisi ke chehre par gham hai par jiske liye zamana ghamzada hai vo khud kitni pur-sukoon hai. Vahi raunak jisne zindagi bhar saath diya vo aaj aakhri lamho mein bhi chehre ka saath chhod na saki.
Aur un sab logon ke beech betha main abhaga ye tay hi nahi kar pa raha hoon ke meri duniya aur kitni baar lutegi. Kabhi laal rang mein toh kabhi safed rang mein waqt aur kitni baar mere saath mazak karega. Main jiska haath thaam kar sapne sajana chahta tha, aak vo khud ek khwab bankar maut ka haath thaame jaane kahan chali gayi.
Main khada sochta hi reh gaya aur meri mehfil veeran ho gayi.
Aur phir dil mein khyaal aata hai ke auron ki tarah main bhi zaar zaar ro doon. Beh jaane doon ye dariya jo kabse aankhon mein samete hue hoon. Peet loon main bhi apni chhati, phod loon main bhi apna sar. Ke main bhi aasmaan ki taraf chehra uthaoon aur ek patthar utha kar khuda ki tarah phenkne ki koshish karun. Aur usse shikayat karun, gila karun.
Khyaal aata hai ke jo kabhi masoomiyat ki tarah baar baar chhoti bachchi ki tarah mujhse lipat jaati thi, aaj main uske murda jism se lipat jaoon. Jo baat zindagi bhar usse na keh saka, aaj use apni zubaan tak le aaon. Bethun uske sirahne, rakh loon uska bejaan sar apni god mein, thaam loon uske thande pad chuke haath aur bataoon use ke kaise main apni zindagi ka har pal uske naam kar chuka hoon. Kaise uske dam se meri zinadgi ka dam tha. Ke kaise main usse door hokar bhi hamesha aur sirf usi ka raha.
Peet loon main bhi apni chhati, phod loon main bhi apna sar. Pehenke kala choga, main bhi dhar loon roop Rudaali ka.
Ban jaoon main bhi aaj deewana aur majnu aur ranjha ki tarah main bhi uski mayyat par zamane ko dikha doon ke main usse kis qadar mohabbat karta tha. Jo baat kabhi usse na keh saka, aaj poori duniya se keh doon. Ke rok loon use jaane se. Wasta doon apni dosti ka, shart rakhun apni mohabbat ki aur kahun kuchh aisi baat ke vo palat aaye. Saanson ki rawani, dhadkan ka silsila, jism ki garmi phir laut aaye aur vo yun hi ithlati hui mujhse lipat jaaye.
Maangun koi aisi dua ke mera khuda mujhe meri mohabbat phir lauta de.
Ya phir chalun main bhi uske saath thi. Chahta bhi toh yahi tha ke uske saathi hi rahun, hamesha. Toh kyun na aisa karun ke aaj main bhi uske saath is anjaan safar par nikal padun. Jo kabhi ghar se bahar tak mere bina nahi nikalti thi, aaj use ek anjaan duniya mein akele kaise jaane doon?
Par nahi, main toh bas khamosh betha hoon, jaise hamesha se uske saamne khamosh raha. Aaj bhi bas soch raha hoon ke ye karun, vo kahun par bas ek kone mein betha khamoshi se uske chehre par nazar jamaye hoon. Aaj bhi bas sabki nazar bacha kar, uski nazar bacha kar, uske husn ka deedar kar raha hoon. Aaj bhi soch raha hoon ke kya kahun, kaise kahun.
PART 5
Usko gaye aaj 8 din ho gaye hain aur main apne ghar mein apna sar thaame uski tehreer padh raha hoon. Jo kabhi hamesha mere hi notes copy karti thi, usne pehli baar khud kuchh likh kar mujhe bheja hai. Bhejne ki tareekh uski maut se 2 din pehle ki thi.
\”Shaadi ke baad tum aise gaye ke bas gayab hi ho gaye. 2 saal ho gaye hain aur tumhara kuchh pata nahi. Kya ho gaya? Naraz ho mujhse kya? Phone number badal liya aur mujhe bataya tak nahi? Ghar badal liya aur mujhe khabar bhi nahi ki? Ab phone bhi nahi karte? Tumhara ye address bhi badi mushkil se dhoondh paayi hoon ?. sach kahun toh main jaanti hi nahi ke ye sahi bhi hai ya nahi ?
Ek baat thi mere dil mein kaafi arse se so socha ke aaj keh doon. Ek lambe arse tak intezaar karti rahi ke shayad tum kahoge par aisa hua nahi. Shayad maine hamari dosti ka kuchh aur hi matlab nikala aur tumse ek anjaan si ummeed laga bethi thi aur aakhir tak vo ummeed qayam rahi.
Mere paas ab waqt zyada nahi hai aur main nahi jaanti ke main ab tumhein jaane se pehle dekh bhi paoongi ya nahi. So aaj khud hi apne dil ki baat kahe ja rahi hoon. Actually toh mujhe kabhi samajh hi nahi aaya ke tumse kaise kahun aur aaj bhi nahi jaanti ke kaun se shabd likhun isliye college time ki apni diary ke kuchh papers phaad kar post kar rahi hoon. Ummeed hai ke shayad tum padhkar samajh jao ke main kya kehna chah rahi hoon.
Aur ek jhooth bhi bola tha maine tumse. Kahin jaane ke liye main hamesha tumhein isliye bulati thi ke main tumhein saath le jana chahti thi. Tum aane se mana karte the toh jhoonth bol deti thi ke papa jaane nahi de rahe aur tum aakar saath chalne ka bahana karo taaki to permission de den.
Waqt rehte tumhein ye mil gaya aur tum aa sake toh theek varna alvida mere dost. Apna khyaal rakhna. Hamesha Khush Raho.
You were my only and my best friend.\”
Maine diary ke kuchh pages jo usne bheje the padhne shuru kiye.
\”Samajh nahi pa rahi hoon ke kaise main use apne dil ki baat bataoon. Kabhi kabhi uski taraf dekhti hoon toh lagta hai ke vo bhi mujhe chahta hai par vo kuchh kehta hi nahi. Aaj class mein chor nazar se baar baar mujhe dekh raha tha. Vo sochta hai ke mujhe pata nahi chalta par main jaanti hoon ke vo meri aankh bacha kar meri hi taraf dekh raha tha.
Agar chahta hai mujhe toh lallu hai ekdam. Saara din uska haath thaame ghoomti rehti hoon. Ab aur isse zyada kya ishara doon ke main bhi use chahti hoon\”
Uski diary ke pages khatam hone se pehle hi meri aankhon beh chale the. Aaj phir ek baar meri duniya loot li gayi thi. Aaj phir dil chah raha tha ke main cheekh maar kar do roon.
Peet loon main bhi apni chhati, phod loon main bhi apna sar. Pehenke kala choga, main bhi dhar loon roop Rudaali ka.
Phir ek patthar utha kar aasman ki taraf, uperwale ki taraf uchhalun.
Main gham-e-jahan se nidhal hoon,
Ke sarapa dard-o-malal hoon,
Jo likhe hain mere naseeb mein,
vo alam kisi ko khuda na de……………
Peet loon main bhi apni chhati, phod loon main bhi apna sar. Pehenke kala choga, main bhi dhar loon roop Rudaali ka.
Phir ek patthar utha kar aasman ki taraf, uperwale ki taraf uchhalun.
or sarr patkun mera kisi vidwa ladki ki tharah jiski chooodi tootkar khoon nilke uske shareerka
main kaise kahun ke main sirf tera abb naah wo hai or naah uska samaah..
charo taraf andhera hogaya suraj ko dekhneka mann hi nahi karta..
aayineme jata hun toh dikhta nahi hai ke kaha hai mera chehra..
aayina dar chuka hai ke kaise main dikhaun ye “sikander” ka chehra..!
abb naah jeeneki tamanna naah koi aarzoo naah koi manzil naah roushni naah bheed bhari mehfil ka samaah…!
aavaaz aati hai uski kabhi kabhi aao sikander yahan
main hun naa..!
main hun naa..!
main hun naa..!
mat ro mere sikander main tumhein lori dungi mat ro mere sikander main panah dungi mat ro mere sikander main jannath dungi aajo yahan…!
abb maine kehdiya aye khuda mujhpar ye ilzaam matlagana ke khudkhushi kyonki
kyonke mujhe to tha kisika bulaana wo bulari hai…!
or jaana chahta hun main jaana chahta hun main jaana chahta hun…!
phirse uski bhahome lipatna chahta hun.
phir wo mujhe woh ye na kehde ke aab ye rooh bhi tere kaam ki nahin…….. phir wo ye na kehde ke ye rooh bhi tere kaam ki nahi..
main jaana chahta hun dosto main jaana chahta hun…ROHAN apto jaante hi hain main kaun hun
Ye rohan kaun hai abeera sis
Unki love story hai kya?
Hi abbu behan kaha thi yaar raatse intizaar tha aapka
Meri Pakistani behan
I miss you dear
????????????????????
hii zoya kaisa h apka chulbulapan thik to h na??? aur aap kaisi ho ???
Hi zoya hai meri sisoo of hindustani hehe
Im so happy tu mujhe itni izat deti hai nakhra wakhra swagni
Hello ramya!!
hello abeera kya kr rhi ho ???
nd ap kya krti ho???
Main bas khali hu abhi kuch nai karti ramya sis
Zoya ye upar tune jo kaha hai mujhe or dil jeet ko sameer ko
Wahi shona babu wala wrds wo q bola tune jawab toh tujhe milgaya hai par mujhe abitak samajhme nahi aaya ki kaun hai wo jisne dost ko shona babu boldiya ya bolte hai ye nahi bataya hehe
abeera m btati hu wo m aur amit ji h jo shona aur babu bolte h
Abeera sis main rohan ki kahani ek baar read karlu phir baat karungi ithink bohat dard hai dikhraha hai kahani me bye. I miss you mah Pakistani p????????????????????
Okay jaldi aana warna main akeli hpjaungi meri hindustani ????
hi guys……
hello amit ji kaise h ap aur chot kaisi h ab apki ???
bs jinda hai ramya baki ap btao ap kesi ho
koi hai kya pya pr
haa m hu yha….. apka kam bdane wali
achi bat hai ramya sorry aj mere pass kam nhi hai
to office m kya kr rhe ho jb kam nhi h
kuch nhi ese hi baithe hai bhai aa gya tha to usse bat kr rhe the
achcha ji
hmmmm
Acha q bolte hai dost ko shona babu.phir lover kiya bachakar rakha hai ramya. Baaki sab dost ko bhi shona babu bologe hehehe
Ab yahapar bohat dost honge apke Amit ko sabbko???
Im sry mujhe nahi pata tha zoya apke bareme bolrahi thi. Lekin main zoya m side hu wo sahi hai
Usne kaha ki jo hq lover ko diya jata hai wo Friends ko q friends to bohat hote hai or lover ek
Aapki marzi hai sis aapke samajh me dost ko lover ka darja diya jata hoga haina… Lekin ye galth hai baaki im sry aap bolsakti hai to hame koi na
????
ha abeera hum dono ne apni glti except kr li hai hai and ab hum nhi bolege shona ya babu ye mene usdin zoya ko bhi bol diya tha us din
aisa nhi h yrrr wo shona glti se likh gya tha mujhse lekin amit ji mujhe pyar se babu kahte h lekin meri saari frnds mujhe aise hi bulati h koi jaan khti to koi darling to koi dear isliye mujhe isme koi prblm nhi h
achcha ab m ja rhi hu yha se hamesha k liye kyuki yha koi bhi mujhse baat nhi krna chahta h sb mujhse naraj h pr m kya kru mujhe to mnana bhi nhi aata kisi ko kaise manate h isliye hamesha k liye ja rhi hu taki koi meri wjh se pareshan na ho aur naraj na ho sb khush rhe
are apko jane ki koi jarurt nhi hai me hi yha se chala jata hu ramya all time ke liye ………
byeeeee……….. guys i miss uuuuuuu all guys
haa haa m bhi ja rhi hu ap mat jayiye yha apki bhne h yrr mera to yha koi nhi isliye ja rhi hu aur m apko call kr liya krungi jb bhi mujhe apki yaad aayegi
Oye meri hindustani kahani read ki??
Oye ramya sis main naraz nahi hu
Maine kya bigada ulta log mujhse baat nhi krte hai. ???????? ntk nhi krti amit ko bad ramya dikh gay to bass h main to dikhay hi nhi deti.
Baaki zoya hi mujhe pyar se baat karti h bina kisi rukawat k mujhe bohat pyar deti h warna yaha mmera wajood kisiko pasand nhi hehhhe????
sorry abeera esa kuch nhi hai yrr me sab se bat krta hu pr aj ke bad nhi kr pauga ……………..
aisa nhi h abeera plz ap aisa mt socho yrrr
Assalamu alaikum dekhiye abeera sis Maine apse kab baat nhi ki yr jab Mai nhi thi ap yaha thi jab Mai aayi to ap yaha thi dusro ki wajase apne mujhe bhi kuch galat Bola bs Mai uske baad nhi aariu thi vo insaan ki wajase
Dekhiye Meri Kisi se koi dushmani nhi Hai Mai bhi yaha ache frndz banane hi aayi hu
Jo mujhse baat karenge to hi unse baat karungi na itne din se ap ho yaha aaj apne Mera Nam liya isliye Mai apko reply kiya
Apbhi hamari frnd hi banti ho
Acha to tujhe log bolenge toh tu bolegi new log hai abeera bar bar koi h koi h krti thi jab tu kaha chdwarhi thi. Bta usko welcome nhi krsakti tu raaaand sli kitna ghmnd h tujhme jo log tujhe yd krenge to tu kregi wrna nhi.
Sunlo abeera agr ntk se jisne bt ki uski maa behn hogi.
Zoya tujhe b ok dekhte h kitna ghmand h isme
Jare kutte Tu Hai hi ganddi nali ka kida Tu aise hi rahega
Rahi baat mujhse na karne ki yaha
Unko bs itna kahugi Jo isse dar Kar mujhse baat nhi karenge unko buzdil kahugi Mai
Chahe vo ladka ho ya ladki
Aise janwar se darna nhi
koi iske muh nahi legaga sis jitna kje aap lagrahi hi bas karo aapp bhi warna jo kehta hai malo nahi to site se chali jao aap baaki loh happy hai yahapr aap ke ek wajse log sab apni maa behan ko ginraha hai wo…
sachme bohat ghamand hai aapme
Ramya sis ladki ladki ko kehsakti hai. Ladka ladka ko dosti me. Ab dekho main zoya ko darling janu shona b kehsakti hu qm wo maina ladki hai. But main Amit ko kaise kehsakti hu wo to mera husband ya mehboob hi hoga.
Kheir apki marzi hai sis. Apko jaisa acha lage Karo apki life hai ???????? Acha bura sahi galth ki samajh khud ko hi pata hogina
haa yrrr h to pr soch kb bdlegi logo ki pta nhi
Soch aapki badlo sis zoya sahi kehrahi. Kisiko b lover ha nhi desakte warna lover ki kya izzat hogi.
yrrr dhokebaaz lover izzat nhi de skti hu m koi de ya na de mnhi de skti hu aur husband h nhi abhi to koi mtlb hi nhi h
Haan toh har dost ko shona babu bolti raho. Zaruri nahi ke ek ne dhoka dediya to life khtam hogay Maine kaha bas. Jo wrds hai lovers k dost kaha bolejaate hai kisko haq diya jaata hai wahi kaha. Hum ne apko nahi kaha aapki marzi hai sis. Bas wo wrds k kya maaiyne hain bagaye hain aapko. Aap mat bolo koi apne lover ko boldega apke na kehnese koi apna lover ko nahi chhod dega. Apke sath galth hua hoga. Aapne sochliya jo baq lover ko dena tha wo dost ko dede. As your wish sis gussa na ho apko jo karna hai karlo
Abeera behan mere aansu nahi rukte yaar abtak rorahi hu ye kya story hai rohan ki allah koi itna b pyar karta hai kya behan kisise
Meri life me itna dard nahi dekha
Behan dil cheer ke rakhdala rohan ji ne kya mohanbat hai mujhe nahi pata tha jab aap bolrahi thi ke rona band nahi horaha hai harjaga kahaniko send kar rahi ho to main bas aise hi hogi samjhi thi…. ????????
Aisa lgta hai abeera behan ke sab samne guzar raha hai rohan kaun hai mujhe unse baat karni hai plzzz jab tak baat na karlu dil ko sukun nahi milega. Rohan ki gf kaise guzar gay ye nahi likha.
Main apne aansu ko rokna nahi parahi hun. Koi itni shiddat se b pyar karta hai kya. Kadam chumnele chahiye uske behan ????????????????????????????
101%???? sisooo
Really dil cheer kar rakhdala unhone
Abeera behan kyun itna bolrahi ho aap chhodo jinko samajh hoti toh wo aise na karte……
Plzz Ab aap zada kuch nahi bologi.
Haan haan main apko jaanu darling shona babu sab bolungi akhir aap meri itni pyri behan jo ho
I love you behan ???????????????? meri taraf se pure Hindustan k tarf se
Acha to tujhe log bolenge toh tu bolegi new log hai abeera bar bar koi h koi h krti thi jab tu kaha chdwarhi thi. Bta usko welcome nhi krsakti tu raaaand sli kitna ghmnd h tujhme jo log tujhe yd krenge to tu kregi wrna nhi.
Sunlo abeera agr ntk se jisne bt ki uski maa behn hogi.
Zoya tujhe b ok dekhte h kitna ghmand h isme.
Pehle apna Nam Sahi leke AA baad me baat kar tujh Jaise janwar ki to girna hi Hai
Gir our gir Kitna girega
Tujme dimag nhi Allah jab dera tha dimag tujhe zameen per aane ki jaldi thi isliye aada dimag vahi chod Aaya
Ishu ye mahan insaan Hai hahaaaa tujko to aisi buri mout milegi
Aaya BADA kehne inko aise kaho bolo wlcm karo sub kiya Hai Jo Aaye the samjha tujh per hasi aari Hai
Kitna giraye GA khud ko
Abeera zoya ramya main isha hu kya apke koi acha mard hai jo meri maa chd sake or meri chuut ki seal tod de
Oho kitna giroge by Dave giro giro girne ke bd inshan khde me hee girta h uthta nhi h
Abeera main ab yaha nahi aaungi
Chi chi kitne gande log hai jo sunraha hai usko akkal nahi jo deraha hai usko bhi.
Chalnedo ye log hi chalayenge site ko Bye
Sunne Ka hame bhi shaok nhi Hai Zoya ji
Gandda vo insaan Hai humlog nhi our akkal usme nhi Hai hum me nhi
Vo aise hi Hai Bina wajeyaha aake Gali galoj karta Hai
Ap yaha se Kyu Kari ho apke frndz Hai ap Khush raho unke sath
Ap yaha aise maat bolo fir vo apko bhi aise hi galat bolega Zoya sis ok hamari taraf se sorry
Lekin ye apni had par karra Raha Hai isliye isko jawab dete hai ladki ki izzat karna nhi mlm isko
Sahi hai sis main v nahi aaungi
Jindagi rahi to phir mulaqat hogi sisoo in log ki wajase hme bichadna pada or bohat kuch ghatiya wahiyaad shabd ko dekhna padraha hai. ALLAH HAFIZ meri hindustani love you bye
Bye didu love you too…..
hii zoya, kya hua? aap nhi aaogi phir aapse bat kaise krenge hum? aapne message bhi nhi kiya abhi tk?
kaise aayegi sameer kuch log gandagi sunne ki adat hai or kuch ko karneki subhase zoya abeera ke anan kitne ache the man hi mann acha lgraha tha jab dopno hindustani pakistani kitna meethha bolrahe the. wo log bhi chalegaye
ntl . koi iske muh nahi legaga sis jitna kje aap lagrahi hi bas karo aapp bhi warna jo kehta hai malo nahi to site se chali jao aap baaki loh happy hai yahapr aap ke ek wajse log sab apni maa behan ko ginraha hai wo…
sachme bohat ghamand hai aapme
ntk . koi iske muh nahi legaga sis jitna kje aap lagrahi hi bas karo aapp bhi warna jo kehta hai malo nahi to site se chali jao aap baaki loh happy hai yahapr aap ke ek wajse log sab apni maa behan ko ginraha hai wo…
sachme bohat ghamand hai aapme
Chodo yr kiya ap Jaise kamzoor log hote Hai Jo aise hi kehte Hai thoda sounch Kar hi bolti ap yaha Meri wajase nhi uski wajase horaha hai chalo yaha sub ko hum bure lagre Hai na
Sorry to Kabhi kahenge nhi Galti Hai nhi hamari
Bs aaj us insaan ki kasam khate Hai jisko Dil ojan se chahate Hai aaj ke baad Kabhi yaha nhi aayege
Sub ke sub buzdil kamzoor Hai apne haq Mai bole to yaha lagta Hai vo bure Hai
Ya sirf Rohan our uske frndz ki IZAT HAI OUR DUSRO KI NHI
Hai
Sub ke sub darpook Hai yaha el ladki ko itna gandda Bola Hai uske said to koi nhi lete lekin aakar use hi sunate aise logo Mai hum bhi rehna nhi chahate
Yaha Kisi ki feelings ki qadar nhi Hai byeee Kabhi nhi aayenge yaha
Sorry ishu Sameer Bhai sorry ab hum yaha nhi aayenge
Chal nikal yahase ek baat b sunti ja abeera zoya rohn k frnd nhi h ok wo log khud gaye hai teri wajase tu maafi mt maang nikal yhse
Comment…usne jo b kiya apne frnd ke liye kiya h kyuki achank bo ldki uske liye buri kaise ho gyi jise bo pyr krta tha usne srf apne frnd ke liye kiya h
yeh rohan nhi chahta jo yaha koi aaye….
miss you ntk and abeera
????
ye pehle mitha mitha bat karega aur jaise koi bachcha hone ka natak krta he (ol ‘ yal ‘ mele ko. hijda khika
yeh story ka comments dekho dosto ….
Kyun rohan tu ab new rashmi naam se bhi comments karne lga
isliye resend comments se yeh story hode karna chahta he
itne ldkiyon ko gandi se gandi galiyan de kar jo bhagaya tujhe bohot maza aaya na (Rohan)