Hi Frnd I m Mohammad Shahnawaz from Nougawan Sadat (U.P) Me ye story Sirf isliye Leekh rha hu ki mere pyar ko story pardhna bhut pasand or me ye chahta hu ki jab bhi wo kabhi net par meri ye story pardhe to samajh jaye ki ye story uske pyar ne lekhi h or me abhi uske bare me jyada ku6 nhi bol rha hu bs itna kehta hu dosto ki jo me lekhne ja rha hu wo me usko pehle suna chuka hu or maine abhi tak usse apne pyar ka izhar nhi kra h par jaan jab tum ye padho toh samajh jana ki ye gajal jo apko sunai thi tmhare liye hi thi Aaj Unka Muskurana Acha Laga Aaj Unka Muskura Kar Najre Jhukna Acha Laga Kuch Dur Jakar Phir Lout Ana Acha Laga Mujhse Shararat Kar Ke Mukar Jan Acha Laga Aaj Sir Mera Inki Go0d Me Tha Unka Mere Balon Ko Sehlana Acha Laga Jab Padi Meri Ankho Par Suraj Ki Chamak Unka Mujh Par Anchal Lehrana Acha Laga Aaj Unka Muskura Kar Najre Jhukana Acha Laga Rate Sone Me Zaya Nahi Karte Ashiqe Sari Raat Unse Batiyana Acha Laga Hum Toh Unke Kareeb The Aashiqe Aur Pass Aana Acha Laga Aaj Unka Muskura Kar Najre Jhukana Acha Laga Humne To Unse Mohabbat Bahut Ki Par Unka Or Ishq Mangana Acha Laga Yun To Humne Liya Hai Unhe Bahon Ke Agosh Me Par Unka Seene Se Lag Jana Accha Laga Vese Ham Unko Naraj Nahi Karte Kabhi Par Unka Ruth Jana Acha Laga Aaj Unka Muskura Kar Najre Jhukana Acha Laga Wo To Bohut Khubsurat Hai Ashiqe Par Unka Ankho Me Kajal Lagana Acha Laga Yun To Koi Sath Nhin Deta Ashiqe Par Unka Kuch Kadam Sath Nibhana Accha Laga. I Love U jaan
Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin
wow nice………
Nice yaar