Hiiii…..frnd my name is pooja yh maru real story h pls padh kar advice jarur dana……. Jb m 11 cls m thi tb maru coaching m rk ladka mila jiska nam rashid tha first time m hi love ho gaya….2 month ho gaya aisa hi ek din maine apni frnd se bola ki shyad mujhe pyar ho gaya mari frnd ne bolaki pooja mujhe bhi pyr ho gaya maine bola kaun h usne rashid ka nam liya mujhe bahut dukh hua bt fr maine rashid ko bhulana ki koshish ki nd uaka khyal mind se nilal diyA m coaching m.uski trf dakhati bhi nhi thi 4 month aisa hi chalta raha….fr jis din lst day tha coaching ka rashid ne mujhe purpose kiya nd us din shyad mari life ka wbse accha dun tha bt sad bhi thi kyuki maru frnd bhi usa like karti thi nd samaj nhi aya raha tha ki kaisa batu m usa nd finally maine usa bata hi diya yh sun kar wo sad hui bt bd m bola ki tu ha bol de…mainebol diya… 2 year tak hamata realation thk chala….ham dono bahut khus tha but bahut love karna laga ek dusar tha……but frnds 1 sal sewo mujhe thk se bat nhi karta na milta h kuch puchti hu to na ku h batata h ajki date m mai usse bahut pyr karti hu uske bina ek min.kisi chizmai man nhi lagtA……kuch time se mrea kise msg ka reply nhi karta man hota h to kar data h nhi hota to nhi karta…..brekup ke liya bolti hu tomana kar data h ki….but thk se bat nh karta………..frnds mujhe samaj nhi aata kya karu kya na karu plsss help me ineed u hu toma
Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin