Romantic hindi story

Mausam ki ye fizaye part I

The Most Worst Day I Was Thinking But Actually It Was Not… Bas Me Keh Skta Hu Wo Din Baki Din Se Alag Tha Kyuki Hm dono Bhi Kafi Alag The, Mano Ki Ye Hawayein,Ye Mausam Or Wo Barish Jo Uske Sath Aane Wali Thi…. To Ye Safar Suru Huwa Mai Apni Car Se Thik Raat Ke 9:30pm Karib Ho Rhe The Ek Ldki Jiski Aankho Me Na He Dekho To Achha Kher Mene Dekha Uski Samandar Si  Aankho Me Or Dub Bhi Gya Syd Wo Apne Workplace Se Waps Ghar Jaa Rhi Thi Or Mene Lift Di Ushe.. Kafi Insist Karne Par!
Ha Hum Wo Do Log Ek Anjan Raste Par The Jaha Sayd Hum Dono Ek Dusre Ko Jaan Sakte The..
Finally Uska Ghar Aajata H Or Mene Ushe Umbrella Offer Krta Hu Ab Barish Me Ushe Bhigne Do De Nhi Sakta Tha  Na.. To Usne Kaha Aap Apna Adresss Btao M Kl Ye Wapas Karne Aaungi, Or Mene Apna Office Adress Bataya Jo Ki Hum Dono Same Office K The But Mene Ushe Bataya Ni, Uske Baad Wo Umbrella ???? Waps Kr Di Usne Dusre Din Jitna Ush Umbrella Ka  Cost Tha Kyuki Ye Mumbai K Auto Wale Hai Na.. Ush Raat Bas Mai Yhi Soch Rha Tha Ki Koi Insaan Itna Achha Kaise Ho Sakta H WO Bhi Sirf Ek Umbrella K lye 350 Dekar Kon Aata h…
Par Dil Ko Ek Tassali  Bhi Thi Ki Mai Sahi Insaan K Sath Hu  Aap Ishe  Miracle Keh Skte Jo Aksar Hm Jb Milte The Tb Barish Hoti Thi Ya, Jb Barish Hoti Thi Tb Hum Milte The, Wo Apne Sare Problems Sare Emotions Mujhse Kehti Or Akhir M Bas Usne Kaha Pta Nhi Aap Mujhe Lge Sayd Islye Mene Aapko Apni Prob Share Ki Warna M Kisi Se Bhi Nhi Karti… Log Khud Ki Sochte Hai Or Wo Apni Chor Kar Sabki…
Ghar Ki Ladli  Or Eklauti Jo Thi, Yaar Imperfect Chij Ko Bhi Itne Perfection Se Karti Thi Mano Ki Bhagwan Ne Ushe Summer Vacation Me Bas Mere Liye Banaya Ho.. Agar Me Keh Du Ki Wo Chand Thi Or M Ush Chand Ki Roshni To Wo Bhi Galat Nhi Hoga.. Wo Aksar Mujhe Bataya Karti Thi Ki Kaise Wo Mere Number Ko Dail  Karke Disconnect Karti Thi Or Jab Kbhi Ring Ho jaye To Kehti Galti Se Lag Gya Or Mai Bhi Ush Se Baat Krne Ke Liye Bas Yhi Sawal Puchhta  Khana Khaya, Kb Khaoge, Abhi Tak Kaam Kar Rhi ho…….

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

Comments

comments

Comments

comments

7 thoughts on “Mausam ki ye fizaye part I”

  1. rim jhim ☔
    gire sawan ????
    sulag sulag
    jaye mann
    bhige aaj????
    is mausam mein
    lagi
    kaisi
    yeh agan????????????

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *