Kabhi kabhi khamosh hona b kitna sukun deta h
na kisi se kuch kaho tonada dard hota h
ab es drd ka ye karwanh bhi aakhri h
ab unke sitam ki ye intehan aakhri h
wafa ki ummeed to unse kbki chhod di humne
hume to ab ye dekhna h ke uski bewafayi ki simt kaha aakhri h
kabhi to aayenge wo es dar pe lout k
par abto es manzil k ye nishan aakhri h
dil ki bhi hadon ka koi bharosa nhi
marta h ye unhi pe jinke liye ye wafa na aakhri h
kyon koi ajnabi deta h dard etna
shayd uske liye humara ye khat aakhri h
gulshan-e-dil ek baar phr se hoga roshan us jaha me
es zindgi ka ye ab imtehan aakhri h
chal k girna or gir k sambhalna yahi zindgi ka dastoor aakhri h
ki jo unki tanhayi se mohobbt
ab us mohobbt ki ye wajah aakhri h
tune to thukra diya hme begana samjh kr
par humare to jine ki bhi wajah tu aakhri h
ab bhi kuch waqt h k lout aa tu….
phr na kehna k maaf kr de mujhe ey humdam
k ye meri khata aakhri h…
ye meri khata aakhri h…
ye meri khata aakhri h..

wow…heart touching thought ….
Nice
Nycc
Awesome
hi my frnd ganesha.ye whats app num kiske liye h??
nice poem sis