har khusi – samaira

Akeli si rhne lagi thi mai ye zindagi me,
Koi apna na dikhta tha,
Har Saye me ek Ajib sa dard tha,
Jaise ye dard mujhse kuch kehta tha,
Shaam yunhi guzar jati thi,
Din yunhi guzar jati thi,
Guzarata nhi tha us ka khyal,
Har ek pal me dard bhata tha,
Aur rulata tha uska pyar,
Aankhe nam thi,
Zindagi udaas thi,
Meri khusiyaan tak bhi,
Na mere pass thi…
chahti thi sab se kuch kehna,
Lekin lab kabhi khulete nahi thi,
Apna koi lagta na tha,
Saccha koi lagta na tha….

Maine tanhai me jeena Sikh liya tha,
Har aansu ko peena Sikh liya tha,
Raat ke tadapte hue Khamoshi me,
Tanha rona Sikh liya tha…
aap aaye zindagi me kuch bharosa na tha,
apne sath jeene ka kabhi socha nahi tha,
Har taraf dard hi dard tha,
Tujhse kuch kehne ki irada nhi tha,
Tu ne diya itna pyar ki tere or chalne lage,
Bin kahe hi tujhse hazaron baar karne lage,
Teri dosti ki har ek bat se,
Hum phir sawarne lage,
Khusiyaan hi nazar aane lagi har taraf,
Kuch is tarah tere pyar me bikharne lage…
tu chor na jana kabhi aye mere dost,
Tu bhul na jana kabhi aye mere dost…

Teri dosti ne diya itna sukoon ke,
Ki tere baat koi saccha na lage,
Tujhe bewafai karni hai to is tarah karna,
Ki tere baad koi bewafa na lage…

its for my frnd  jhalla ASIF
From….samaira. …

Do you have a story? Click here to submit it / Connect with the admin

2 thoughts on “har khusi – samaira”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *