Maine usko bhula diya – Danish
Bahut accha hua tujhse kinara kar liya maine, Tumhare bin hi ji luga irada kar liya maine.. Bada hi khwab dikhlaya kuch hi lamho me, Teri un jhooti baato ka bharosa kar liya maine, Magar mai jaanta na tha wafa tu kar nahi sakti, Meri sacchi muhabbat ka sila tu de nahi sakti, Kaha tu …